BollywoodTarane

    Download Man Hai Beqabu song

    Great Robbery 1996

    Free Man Hai Beqabu mp3 song

    We presents for now Man Hai Beqabu mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Man Hai Beqabu
    Artist : XYZ
    Save As
    Man Hai Beqabu Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Man Hai Beqabu
    Song Lyrics Movie = Great Robbery (1996)
    Singer = Malgudi Subha, Chithra K S
    Lyricist = Mehboob Kotwal
    Music Director = Raj Koti


    mp3 songs


    masti aane lagi behoshi
    chhane lagi
    koi churane laga hai
    mera dil
    o yaha koi churane laga hai
    mera dil
    man hai bekabu
    kiska ka hai ye jadu
    ud ud ke jane laga hai mera dil
    o yaha
    ud ud ke jane laga hai mera dil

    aasam ki hur ho
    ya khuda ka noor ho
    tu chaman ka phul ho
    dil na du to kya karu
    jindagi ho tum
    meri ragni ho tum
    menka ho tum ya to
    urvasi ho tum
    nahi duniya me dekhi hai
    tum si haseena
    mere jivan me aayi ho
    banke nagina

    kal maine dekha tha
    jo pyar ka sapna
    hona tha bas aaj hi ye
    sangam apna
    duniya me nahi koi tha mera apna
    tumhe dekha to jana
    mujhe mil gaye sajna
    pyar ki raho me bhi
    katon bhare gulsan hai
    apne bhi yaha ulfat
    ke dusman hai
    pal do pal mujhko bhi
    masti me rane do
    are jina kya marna kya
    pyar ke bina
    nahi duniya me dekhi hai
    tum si haseena
    mere jivan me aayi ho
    banke nagina
    tum vafa ka nam ho
    are tum suhani sham ho
    or tumko kya kahu
    tum chhalkta jam ho

    jivan me tum aaye
    mujhe mil gayi khusiya
    kismat ki ye bat hai
    badli meri duniya
    tum se hi to hai sari
    khusiya meri
    teri aankho me dikhti hai
    duniya meri
    vada kiya jo tumne kabhi
    nahi bhulana
    jan bhi jaye chahe
    pyar tu nibhana
    ya to dil na lagana
    lagaye to nibhana
    ye jivan hai chaht ka ek tarana
    nahi duniya me dekhi hai
    tum si haseena
    mere jivan me aayi ho
    banke nagina
    tum vafa ka nam ho
    tum suhani sham ho
    or tumko kya kahu
    tum chhalkta jam ho
    jindagi ho tum
    meri ragni ho tum
    menka ho tum ya to
    urvasi ho tum
    nahi duniya me dekhi hai
    tum si haseena
    masti aane lagi behoshi
    chhane lagi
    koi churane laga hai
    mera dil
    o yaha koi churane laga hai
    mera dil
    man hai bekabu
    kiska ka hai ye jadu
    ud ud ke jane laga hai mera dil
    o yaha
    ud ud ke jane laga hai mera dil....


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Man Hai Beqabu mp3 song, Man Hai Beqabu lyrics, Man Hai Beqabu Lyrics, Lyrics Man Hai Beqabu, Man Hai Beqabu hindi lyrics, Man Hai Beqabu hindi movie songs, Man Hai Beqabu bollywood songs, Man Hai Beqabu bollywood songs lyrics Download Man Hai Beqabu mp3 song