BollywoodTarane

    Download Man Bhavan Ke Ghar song

    Chori Chori 1956

    Free Man Bhavan Ke Ghar mp3 song

    We presents for now Man Bhavan Ke Ghar mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Man Bhavan Ke Ghar
    Artist : Lata Mangeshkar
    Save As
    Man Bhavan Ke Ghar Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Man Bhavan Ke Ghar
    Song Lyrics Movie = Chori Chori
    Singers = Asha Bhosle, Lata Mangeshkar
    Song Lyricists = Shailendra (Shankardas Kesarilal)
    Music Composer = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
    Music Director = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
    Director = Anant Thakur
    Music Label = Saregama
    Starring = Nargis, Raj Kapoor
    Release on = 11th October, 1956

    mp3 songs

    Manbhawan ke ghar jaye gori
    Ghoonghat me sharmaye gori
    Bandhi rahe ye pyar ki dori
    Hame na bhulana hame na bhulana
    Hame na bhulana hame na bhulana

    Manbhawan ke ghar jaye gori
    Ghoonghat me sharmaye gori
    Bandhi rahe ye pyar ki dori
    Hame na bhulana hame na bhulana
    Hame na bhulana hame na bhulana

    Bachpan ke din khel ganwaye
    Ayi jawani to balam aaye
    Bachpan ke din khel ganwaye
    Aayi jawani to balam aaye
    Aayi jawani to balam aaye
    Tere aangan baje badhayi gori
    Kyun naina chhalkaye gori
    Bandhi rahe ye pyar ki dori
    Hame na bhulana hame na bhulana
    Hame na bhulana hame na bhulana

    Is duniya ki reet yehi hai
    Reet yehi hai
    Hath jo thame meet wohi hai
    Meet wohi hai
    Hath jo thame meet wohi hai
    Ab hum to huye paraye gori
    Dil tere sang jaye gori
    Bandhi rahe ye pyar ki dori
    Hame na bhulana hame na bhulana
    Hame na bhulana hame na bhulana

    Masti bhare sawan ke jhoole
    Tujh ko kasam hai jo tu bhoole
    Masti bhare sawan ke jhoole
    Tujh ko kasam hai jo tu bhoole
    Tujh ko kasam hai jo tu bhoole
    Ab ke jab wapas aaye gori
    God bhari le aaye gori
    Bandhi rahe ye pyar ki dori
    Hame na bhulana hame na bhulana
    Hame na bhulana hame na bhulana

    Manbhawan ke ghar jaye gori
    Ghoonghat me sharmaye gori
    Bandhi rahe ye pyar ki dori
    Hame na bhulana hame na bhulana
    Hame na bhulana hame na bhulana.



    Posted by : Priyanka Shukla
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Man Bhavan Ke Ghar mp3 song, Man Bhavan Ke Ghar lyrics, Man Bhavan Ke Ghar Lyrics, Lyrics Man Bhavan Ke Ghar, Man Bhavan Ke Ghar hindi lyrics, Man Bhavan Ke Ghar hindi movie songs, Man Bhavan Ke Ghar bollywood songs, Man Bhavan Ke Ghar bollywood songs lyrics Download Man Bhavan Ke Ghar mp3 song