BollywoodTarane

    Download Maiya Ke Bina Beta song

    Ghar Ki Laaj 1941

    Free Maiya Ke Bina Beta mp3 song

    We presents for now Maiya Ke Bina Beta mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Maiya Ke Bina Beta
    Artist : XYZ
    Save As
    Maiya Ke Bina Beta Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Maiya Ke Bina Beta
    Song Lyrics Movie = Ghar Ki Laaj (1941)
    Singers = Mahendra Kapoor
    Song Lyricists = Ravindra Jain
    Music Composer = Ravindra Jain
    Director = B.R. Ishara
    Music Label = Saregama
    Starring = Moushumi Chatterjee, K.C. Dey, C.S. Dubey, Balwant Dullat,
    Aruna Irani, Sanjeev Kumar, Sohrab Modi, Deven Verma


    mp3 songs


    Maiya ke bina beta
    Maiya ke bina beta
    Jaise panchhi kate par ka
    Na ghar ka na bahar ka
    Ho maiya ke bina beta

    Samay se bhojan tak na mile
    Use lori kaun sunaye re
    Khilne ki falne ki umar me haye
    Phulwa murjha jaye re
    Wo phulwa murjha jaye re
    Mata ke liye jo chandan
    Apni mata ke liye jo chandan
    Wahi dard auro ke sar ka
    Na ghar ka na bahar ka
    Maiya ke bina beta

    Har koi usko aankhe dikhaye
    Har koi dhutkare
    Ek aachal ki chhaya bina
    Jag sara bairi hua re
    Use har koi dhutkare
    Mol koi na samjha
    Yaha mol koi na samjha
    Abla ki dharohar ka
    Na ghar ka na bahar ka
    Maiya ke bina beta

    Chota sa ek shabd hai maa par
    Badi hai zimmedari
    Bacho ki khatir har dukh
    Haskar sahti hai maa bechari
    Dukh sahti hai maa bechari
    Baki sab rishto me
    Ho baki sab rishto me
    Pyar hota hai upar ka
    Na ghar ka na bahar ka
    Maiya ke bina beta

    Dhup sahi barsate nikali
    Sone ki deh galai hai
    Tab kahi jake bete ko maa
    Is manzil par la payi hai
    Is manzil par la payi hai
    Dukhiya ke bete ne
    Ek dukhiya ke bete ne
    Pad paya hai aadar ka
    Na ghar na bahar ka
    Maiya ke bina beta

    Bichhde hue mil jate hai lekin
    Der badi ho jati hai
    Ek choti si bhul bhi hamko
    Kitna khun rulati hai
    Hame kitna khun rulati hai
    Rah jata hai man ko
    Rah jata hai man ko
    Pachtawa umarbhar ka
    Na ghar ka na bahar ka
    Ho maiya ke bina beta
    Jaise panchhi kate par ka
    Na ghar ka na bahar ka
    Maiya ke bina beta...

    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Maiya Ke Bina Beta mp3 song, Maiya Ke Bina Beta lyrics, Maiya Ke Bina Beta Lyrics, Lyrics Maiya Ke Bina Beta, Maiya Ke Bina Beta hindi lyrics, Maiya Ke Bina Beta hindi movie songs, Maiya Ke Bina Beta bollywood songs, Maiya Ke Bina Beta bollywood songs lyrics Download Maiya Ke Bina Beta mp3 song