BollywoodTarane

    Download Maine sawan se kaha song

    Aankhon mein tum ho 1997

    Free Maine sawan se kaha mp3 song

    We presents for now Maine sawan se kaha mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Maine sawan se kaha
    Artist : XYZ
    Save As
    Maine sawan se kaha Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Maine sawan se kaha
    Song Lyrics Movie : Aankhon mein tum ho 1997
    Singers : Kumar Sanu
    Song Lyricists : Anand Bakshi
    Music Composer : Anu Malik
    Director : Ashim Samanta
    Music Label : Saregama
    Starring : Sharad Kapoor, Suman Ranganathan, Rohit Roy
    Release on : 26th December, 1997

    mp3 songs


    Maine saawan se kaha
    Dil ki aag tu bhuja
    Saawan ne kaha
    Chupke se jal jaa
    Maine baadal se kaha
    Dil ki aag tu bhuja
    Baadal ne kaha tu
    Pagal hai tu kya
    Maine saawan se kaha
    Dil ki aag tu bhuja
    Saawan ne kaha
    Chupke se jal jaa
    Maine baadal se kaha
    Dil ki aag tu bhuja
    Baadal ne kaha tu
    Pagal hai tu kya

    Saawan ke bas ki baat nahi
    Baadal ke bas ka kaam nahi
    Iss rog ki koi dawa nahi
    Iss dard ka koi naam nahi
    Maine jaam se kaha
    Mujhko jalne se bacha
    To jaam ne kaha le aag pee jaa
    Maine saawan se kaha
    Dil ki aag tu bhuja
    Saawan ne kaha
    Chupke se jal jaa

    Mujhko peene ka saukh nahi
    Yeh dil ki lagi bujani hai
    Aankhon mein kitne aansu hai
    Saagar mein kitna paani hai
    Maine saagar se kaha
    Meri pyas tu bhuja
    Saagar ne kaha
    Dub ke mar jaa
    Maine saawan se kaha
    Dil ki aag tu bhuja
    Saawan ne kaha
    Chupke se jal jaa

    Jis roj ye mera dil tuta
    Us roj badi barsat hui
    Barso mein us harjai se
    Ek din jo meri mulakat hui
    Maine us se ye kaha
    Meri kya hai khata
    To usne kaha
    Tune pyar hai kiya
    Maine saawan se kaha
    Dil ki aag tu bhuja
    Saawan ne kaha
    Chupke se jal jaa
    Maine baadal se kaha
    Dil ki aag tu bhuja
    Baadal ne kaha tu
    Pagal hai tu kya..


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Maine sawan se kaha mp3 song, Maine sawan se kaha lyrics, Maine sawan se kaha Lyrics, Lyrics Maine sawan se kaha, Maine sawan se kaha hindi lyrics, Maine sawan se kaha hindi movie songs, Maine sawan se kaha bollywood songs, Maine sawan se kaha bollywood songs lyrics Download Maine sawan se kaha mp3 song