BollywoodTarane

    Download Maine pyaar kiya song

    Maine Pyar Kiya 1989

    Free Maine pyaar kiya mp3 song

    We presents for now Maine pyaar kiya mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Maine pyaar kiya
    Artist : Lata Mangeshkar
    Save As
    Maine pyaar kiya Song Lyrics
    Title : Maine Pyaar Kiya
    Movie/Album Name: MAINE PYAAR KIYA
    Singer(s) : LATA MANGESHKAR & S.P.BALASUBRAHMANYAM

    Lyrics:

    S.P.BALASUBRAHMANYAM

    Dil deke darde mohabbat liya hai
    Soch samajh ke ye sauda kiya hai
    Maine O maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
    Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
    O..

    Dil deke darde mohabbat liya hai
    Soch samajh ke ye sauda kiya hai
    Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
    CHORUS
    Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
    O..O.........O.....OH

    Pehle pahal jab usay maine dekha
    Vo ban gayi meri kismat ki rekha

    Khabar kya thi ye baat itni badhegi
    Mohaabat mein mahnat bhi karni padegi

    Dilwaale mahnat se darte nahin hai
    Darte hain vo pyaar karte nahin hai

    Maine O maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai

    Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai]
    CHORUS
    Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
    O..

    Duniya ki daulat thukra chuka hoon
    Zulfon ki chhaaon mein aakar ruka hoon

    Ye chhaaon meri hai meri rahegi
    Jo main kahoonga vo duniya kahegi

    Ye chaand sooraj bhi chhodein chamakna
    Mushkil hain mere iraade badalna

    Maine O maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
    Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
    CHORUS
    Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai

    O..OH..........O
    LATA
    Main teri dil tera ye jaan teri
    Tera mohabbat hai pehchaan meri

    Main aaj kehti hoon ye sabke aage
    Ek din main keh doongi ye rab ke aage

    Tujhko hi bigde banana padega
    Bichhde huey dil milana padega

    Maine O maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
    Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
    O ..
    Dil deke darde mohabbat liya hai
    Soch samajh ke ye sauda kiya hai
    LATA
    Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
    BOTH
    Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai

    S.P.BALASUBRAHMANYAM

    Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
    Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai

    Maine pyaar kiya Video Song

    Aate Jaate Haste Gaate - Maine Pyar Kiya - Salman Khan & Bhagyashree - Evergreen Romantic Song

    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Maine pyaar kiya mp3 song, Maine pyaar kiya lyrics, Maine pyaar kiya Lyrics, Lyrics Maine pyaar kiya, Maine pyaar kiya hindi lyrics, Maine pyaar kiya hindi movie songs, Maine pyaar kiya bollywood songs, Maine pyaar kiya bollywood songs lyrics Download Maine pyaar kiya mp3 song