BollywoodTarane

    Download Maine Tujhe Kabhi Kuch song

    Yeh Vaada Raha 1982

    Free Maine Tujhe Kabhi Kuch mp3 song

    We presents for now Maine Tujhe Kabhi Kuch mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Maine Tujhe Kabhi Kuch
    Artist : Asha Bhosle
    Save As
    Maine Tujhe Kabhi Kuch Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Maine Tujhe Kabhi Kuch
    Song Lyrics Movie = Yeh Vaada Raha (1982)
    Singers = Asha Bhosle, Kishore Kumar
    Music Director = Rahul Dev Burman
    Director = Kapil Kapoor

    Mp3 Song Lyrics


    Ho.. maine tujhe kabhi kuchh kahaa thaa
    Jo bhi kahaa wo kiyaa
    Are maine tujhe kabhi kuchh kahaa thaa
    Jo bhi kahaa wo kiyaa
    Sadaa ke ye rishte nibhane hain sadaa

    Maine tujhe kabhi kuchh kahaa thaa
    Jo bhi kaha wo kiyaa haan
    Sadaa ke ye rishte nibhane hain sadaa
    Maine tujhe haan kabhi kuchh kahaa thaa
    Jo bhi kahaa wo kiyaa

    Dulhaa banunga main baajaa bajega
    Dulhan banegi tu mandap sajega
    Duulhaa banunga
    Baajaa bajega
    Dulhan banegi tu mandap sajegaa
    Phir tu meri mang yoon bharegaa
    Ho jo bhi kahaa wo kiyaa
    Sadaa ke ye rishte nibhane hain sadaa
    Maine tujhe kabhi kuchh kahaa thaa
    Jo bhi kahaa wo kiyaa

    Phoolon ki sej pe do dil milenge
    Mahakegi zindagi sapane khilenge
    Phoolon ki sej pe
    Do dil milenge
    Mahakegi zindagi sapane khilenge
    Har daur mein apana pyaar hansega
    Jo bhi kahaa wo kiyaa
    Sadaa ke ye rishte nibhane hain sadaa
    Maine tujhe kabhi kuchh kahaa thaa
    Jo bhi kahaa wo kiyaa

    Aa Aa Aa
    Apanaa to mel hai sadiyon puranaa
    Judaa kar sakega na hamako zamana
    Apanaa to mel hai sadiyon puranaa
    Judaa kar sakega na hamako zamana
    Main hoon teri tu bhi meraa rahegaa
    Jo bhi kahaa wo kiyaa
    Sadaa ke ye rishte nibhane hain sadaa
    Maine tujhe kabhi kuchh kahaa thaa
    Jo bhi kahaa wo kiyaa
    Jo bhi kahaa wo kiyaa
    Aa Aa Aa


    Posted by  : {Anju Verma}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Maine Tujhe Kabhi Kuch mp3 song, Maine Tujhe Kabhi Kuch lyrics, Maine Tujhe Kabhi Kuch Lyrics, Lyrics Maine Tujhe Kabhi Kuch, Maine Tujhe Kabhi Kuch hindi lyrics, Maine Tujhe Kabhi Kuch hindi movie songs, Maine Tujhe Kabhi Kuch bollywood songs, Maine Tujhe Kabhi Kuch bollywood songs lyrics Download Maine Tujhe Kabhi Kuch mp3 song