BollywoodTarane

    Download Main Solah Baras Ki song

    karz 1980

    Free Main Solah Baras Ki mp3 song

    We presents for now Main Solah Baras Ki mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Main Solah Baras Ki
    Artist : Kishor Kumar
    Save As
    Main Solah Baras Ki Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Main Solah Baras Ki
    Song Lyrics Movie = karz (1980)
    Singers = Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
    Song Lyricists = Anand Bakshi
    Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
    Director = Subhash Ghai
    Music Label = Saregama
    Starring = Rishi Kapoor, Tina Munim, Simi Garewal, Raj Kiran, Pran


    mp3 songs


    Tu kitne baras ka, tu kitne baras ki
    Main solah baras ki, to main satrah baras ka
    Solah, satra, satra, solah, mil na jaayen naina
    Ek do baras zara door rehna, ek do baras zara door rehna
    Kuch ho gaya to phir na kehna
    Main solah baras ki, tu satrah baras ka
    Main solah baras ki, tu satrah baras ka
    Mil jaayen naina, kuch bhi ho mushkil hai door rehna
    Kuch ho gaya to phir na kehna
    Tu solah baras ki, main satrah baras ka
    Tu solah baras ki, main satrah baras ka
    Mil jaayen naina, ek do baras zara door rehna
    Kuch ho gaya to phir na kehna

    Parbat se ghanghor ghataayen takraayen to kya ho
    Barsaat ho
    Tere dil se mera dil mil jaaye to kya ho
    Baraat ho
    Jaane kab barsaat ho, jaane kab baraat ho
    Mera dil to chaahe aaj ki raat milan ki raat ho
    Kyon, kyon, kyon, kyon, kyonki
    Tu solah baras ki, main satrah baras ka
    Tu solah baras ki, main satrah baras ka
    Mil jaayen naina, ek do baras zara door rehna
    Kuch ho gaya to phir na kehna

    Sachche premi, sab milte hain
    Ab dekhen hum, kab milte hain
    Milne mein ab, kya mushkil hai
    Teri meri, ik manzil hai
    Door hai woh nazdeek nahin hai
    Ab yeh milna theek hai
    Kyon, kyon, kyon, kyon, kyonki
    Main solah baras ki, tu satrah baras ka
    Main solah baras ki, tu satrah baras ka
    Mil jaayen naina, kuch bhi ho mushkil hai door rehna
    Kuch ho gaya to phir na kehna
    Ho, ek do baras zara door rehna
    Kuch ho gaya to phir na kehna
    Main solah baras ki, main satrah baras ka
    Main solah baras ki, main satrah baras ka......


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Main Solah Baras Ki mp3 song, Main Solah Baras Ki lyrics, Main Solah Baras Ki Lyrics, Lyrics Main Solah Baras Ki, Main Solah Baras Ki hindi lyrics, Main Solah Baras Ki hindi movie songs, Main Solah Baras Ki bollywood songs, Main Solah Baras Ki bollywood songs lyrics Download Main Solah Baras Ki mp3 song