BollywoodTarane

    Download Main Rikshawala song

    Chhoti Bahen 1959

    Free Main Rikshawala mp3 song

    We presents for now Main Rikshawala mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Main Rikshawala
    Artist : Mohammad Rafi
    Save As
    Main Rikshawala Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Main Rikshawala 
    Song Lyrics Movie = Chhoti Bahen 1959
    Singer = Mohammed Rafi
    Music Director = Shankar Jaikishan
    Song Lyricists = Shailendra

    Mp3 Song Lyrics

    ((mai rickshaw wala, mai rickshaw wala
    hai chaar ke baraabar ye do taang wala
    kaha chaloge babu, kaha chaloge lala
    kaha chaloge babu, kaha chaloge lala
    mai rickshaw wala, mai rickshaw wala...

    dur dur dur koyi mujhko bulaaye, mujhko bulaaye
    kya karu dil usse bhul na paaye, bhul na paaye
    mai rishte jodu dil ke mujhe hi manzil pe
    koyi na pahuchaaye, koyi na pahuchaaye
    mai rickshaw wala, mai rickshaw wala
    hai chaar ke baraabar ye do taang wala
    kaha chaloge babu, kaha chaloge lala
    kaha chaloge babu, kaha chaloge lala
    mai rickshaw wala, mai rickshaw wala...

    thi kabhi chaand tak apni udaan, apni udaan
    ab ye dhul ye sadak apna jahaan, apna jahaan
    jo koyi dekhe chaunke uparwala bhi soche
    ye kaisa insaan, ye kaisa insaan
    mai rickshaw wala, mai rickshaw wala
    hai chaar ke baraabar ye do taang wala
    kaha chaloge babu, kaha chaloge lala
    kaha chaloge babu, kaha chaloge lala
    mai rickshaw wala, mai rickshaw wala...

    raat din har ghadi ek sawaal, ek sawaal
    rotiya kam hain kyun kyun hai akaal, kyun hai

    akaal
    kyun duniya me kami hai ye chori kisne ki hai
    kaha hai sara maal, kaha hai sara maal
    mai rickshaw wala, mai rickshaw wala
    hai chaar ke baraabar ye do taang wala
    kaha chaloge babu, kaha chaloge lala
    kaha chaloge babu, kaha chaloge lala
    mai rickshaw wala, mai rickshaw wala...))

    Posted by : {Ritu Kesharwani}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Main Rikshawala mp3 song, Main Rikshawala lyrics, Main Rikshawala Lyrics, Lyrics Main Rikshawala, Main Rikshawala hindi lyrics, Main Rikshawala hindi movie songs, Main Rikshawala bollywood songs, Main Rikshawala bollywood songs lyrics Download Main Rikshawala mp3 song