BollywoodTarane

    Download Main Hoon Shab song

    Tezz 2012

    Free Main Hoon Shab mp3 song

    We presents for now Main Hoon Shab mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Main Hoon Shab
    Artist : New Song
    Save As
    Main Hoon Shab Song Lyrics
    Song lyrics Title : Main Hoon Shab
    Song lyrics movie/album : Tezz (2012)
    singer : Mohit chauhan


    Mp3 Songs Lyrics
    Main hoon shab, tu hai subah
    Ishq mein, tu hai jahaan
    Main hoon labh, tu hai duaa
    Main zameen, tu aasmaan
    Tum mile, mill gaye do jahaan
    Darmiyaan faasla na raha

    Tere saaye mein, tere saaye mein
    Meri umr kat jaye sanam
    Tere saaye mein, tere saaye mein
    Meri umr kat jaye sanam
    Teri baahon mein, teri raahon mein
    Teri baahon mein, teri raahon mein
    Meri umr kat jaye sanam
    Tere saaye mein, tere saaye mein
    Meri umr kat jaye sanam

    Kyun aaj bheegi bheegi chaandni hai
    Chehre pe chand jaisi roshni hai
    Ho.. kyun aaj bheegi-bheegi chaandni hai
    Chehre pe chand jaisi roshni hai
    Kadmon mein bich gaya hai aasmaan bhi
    Tu rubaru hai kuch bhi na kami hai
    Tum mile mill gaye
    Tum mile, mill gaye do jahaan
    Darmiyaan faasla naa raha

    Tere saaye mein, tere saaye mein
    Meri umr kat jaye sanam
    Tere saaye mein, tere saaye mein
    Meri umr kat jaye sanam

    Khwaabon mein doobe dono sahilon ke
    Raste nazar toh aaye manzilon ke
    Ho.. khwaabon mein doobe dono sahilon ke
    Raste nazar toh aaye manzilon ke
    Hasrat rahi naa abb toh koi baaqi
    Poore huey hain armaan do dilon ke
    Tum mile, mill gaye
    Tum mile, mill gaye do jahaan
    Darmiyaan faasla naa raha

    Tere saaye mein, tere saaye mein
    Meri umr kat jaye sanam
    Tere saaye mein, tere saaye mein
    Meri umr kat jaye sanam
    Teri baahon mein, teri raahon mein
    Teri baahon mein, teri raahon mein
    Meri umr kat jaye sanam
    Tere saaye mein, tere saaye mein
    Meri umr kat jaye sanam
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Main Hoon Shab mp3 song, Main Hoon Shab lyrics, Main Hoon Shab Lyrics, Lyrics Main Hoon Shab, Main Hoon Shab hindi lyrics, Main Hoon Shab hindi movie songs, Main Hoon Shab bollywood songs, Main Hoon Shab bollywood songs lyrics Download Main Hoon Shab mp3 song