BollywoodTarane

    Download Main Hoon Banke Nainawali song

    Chhoo Mantar 1956

    Free Main Hoon Banke Nainawali mp3 song

    We presents for now Main Hoon Banke Nainawali mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Main Hoon Banke Nainawali
    Artist : Asha Bhosle
    Save As
    Main Hoon Banke Nainawali Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Main Hoon Banke Nainawali
    Song Lyrics Movie = Chhoo Mantar
    Singers = Asha Bhosle, Mohammed Rafi
    Song Lyricists = Jan Nisar Akhtar
    Music Director = Omkar Prasad Nayyar
    Director = M. Sadiq
    Music Label = Saregama
    Starring = Karan Dewan, Johnny Walker, Shyama, Anita Guha

    mp3 songs


    Main To Banke Naino Wali
    Meri baaten hain niraali
    Dekho duniya kare mose pyaar
    Duniya kare mose pyaar
    Aeji chhodo ye fasaana
    Jaaye choolhe mein zamaana
    Dekho dil hai yahaan beqaraar
    Dil hai yahaan beqaraar
    Main To Banke Naino Wali

    Laakh adaayen laakh ishaare
    Jo bhi dekhe jaan ko waare
    Mera to aaj zamaana
    Nazar na haay lagaana
    Mera to aaj zamaana
    Maaroongi nain kataar
    Maaroongi nain kataar
    Aeji chhodo ye fasaana
    Jaaye choolhe mein zamaana
    Dekho dil hai yahaan beqaraar
    Dil hai yahaan beqaraar
    Main To Banke Naino Wali

    Jaan bachaana
    Ab nahin mumkin
    Reh gaye ab to haay das din
    Koi to shaql bataao
    Hamaari jaan bachaao
    Koi to shaql bataao
    Dil hai yahaan beqaraar
    Dil hai yahaan beqaraar
    Main To Banke Naino Wali
    Meri baaten hain niraali
    Dekho duniya kare mose pyaar
    Duniya kare mose pyaar
    Aeji chhodo ye fasaana

    Baat kisi ki main nahin maanoon
    Sabke dil ka haal main jaanoon
    Koi ho laakh deewaana
    Chale na ek bahaana
    Koi ho laakh deewaana
    Main to badi hushiyaar
    Main to badi hushiyaar
    Aeji chhodo ye fasaana
    Jaaye choolhe mein zamaana
    Dekho dil hai yahaan beqaraar
    Dil hai yahaan beqaraar
    Main To Banke Naino Wali
    Meri baaten hain niraali
    Dekho duniya kare mose pyaar
    Duniya kare mose pyaar
    Aeji chhodo ye fasaana.


    Posted by : Priyanka Shukla
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Main Hoon Banke Nainawali mp3 song, Main Hoon Banke Nainawali lyrics, Main Hoon Banke Nainawali Lyrics, Lyrics Main Hoon Banke Nainawali, Main Hoon Banke Nainawali hindi lyrics, Main Hoon Banke Nainawali hindi movie songs, Main Hoon Banke Nainawali bollywood songs, Main Hoon Banke Nainawali bollywood songs lyrics Download Main Hoon Banke Nainawali mp3 song