BollywoodTarane

    Download Main Faqir IshQ Mera song

    Ishq Khuda Hai 1993

    Free Main Faqir IshQ Mera mp3 song

    We presents for now Main Faqir IshQ Mera mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Main Faqir IshQ Mera
    Artist : XYZ
    Save As
    Main Faqir IshQ Mera Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Main Faqir IshQ Mera
    Song Lyrics Movie : Ishq Khuda Hai (1993)


    mp3 songs


    din raat da cheta nahi saanu, ho assi saari duniya bhul gaya
    o teriya yaadaan de vich hire ni, assi kakkha vaangu rul gaye ha
    assi kakkha vaangu rul gaye ha
    main fakir ishq mera bas ishq hi khuda hai
    mera sanam nahi toh saara jahaan kya hai

    main fakir ishq mera, main fakir ishq mera bas ishq hi khuda hai
    mera sanam nahi toh saara jahaan kya hai
    main fakir ishq mera bas ishq hi khuda hai
    mera sanam nahi toh saara jahaan kya hai
    mera sanam nahi toh saara jahaan kya hai

    duniya ki kya jururat mujhe yaar ka nasha hai
    manzil use mili hai jo ishq mein mita hain
    marne se pehle koyi, marne se pehle koyi duniya mein kya jiya hai
    mera sanam nahi toh saara jahaan kya hai
    main fakir ishq mera bas ishq hi khuda hai
    mera sanam nahi toh saara jahaan kya hai

    jade sache aashiq hunde ne woh mast kalandar hunde ne
    rab hula de andar hunda hai, woh rab de andar hunde ne allaah
    dono jahaan mein mere ghum ki dawa nahi hai o o o
    dhaaye sitan jamaana koyi saja nahi hai
    woh hai khuda jahaan ka
    woh hai khuda jahaan ka mera khuda nahi hai
    jo yaar se mila de woh hi mera khuda hai
    main fakir ishq mera bas ishq hi khuda hai
    mera sanam nahi toh saara jahaan kya hai

    bhagwaan tune mujhse badla liya hai aisa
    chhina o yaar mera lagta tha tere jaisa
    abb toh mujhe bata de, ab toh mujhe bata de insaaf hai yeh kaisa
    mandir se tere mujhako bas jeher hi mila hai
    main fakir ishq mera bas ishq hi khuda hai
    mera sanam nahi toh saara jahaan kya hai

    meri dhadkano ke ghar mein hai yaar ka ujaala
    yeh charaag aandhiyon se abb nahi hai bujhane waala
    meri dhadkano ke ghar mein hai yaar ka ujaala
    yeh charaag aandhiyon se abb nahi hai bujhane waala
    yeh ruh ka hai bandhan
    yeh ruh ka hai bandhan janmon ka silsila hai
    mera sanam nahi toh saara jahaan kya hai
    main fakir ishq mera bas ishq hi khuda hai
    mera sanam nahi toh saara jahaan kya hai
    mera sanam nahi toh saara jahaan kya hai
    ishq aag hai ishq nasha hai
    ishq dard hai ishq dawa hai
    ishq hai mandir ishq hai masjid
    ishq duwa hai ishq khuda hai
    ishq ishq ishq ishq ishq ishq
    main fakir ishq mera bas ishq hi khuda hai
    main fakir ishq mera bas ishq hi khuda hai
    main fakir ishq mera bas ishq hi khuda hai
    main fakir ishq mera bas ishq hi khuda hai
    bas ishq hi khuda hai, bas ishq hi khuda hai...


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Main Faqir IshQ Mera mp3 song, Main Faqir IshQ Mera lyrics, Main Faqir IshQ Mera Lyrics, Lyrics Main Faqir IshQ Mera, Main Faqir IshQ Mera hindi lyrics, Main Faqir IshQ Mera hindi movie songs, Main Faqir IshQ Mera bollywood songs, Main Faqir IshQ Mera bollywood songs lyrics Download Main Faqir IshQ Mera mp3 song