Download Main Badhiya Tu Bhi Badhiya song
Free Main Badhiya Tu Bhi Badhiya mp3 song
We presents for now Main Badhiya Tu Bhi Badhiya mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.
Main Badhiya Tu Bhi Badhiya Song Lyrics
Song Lyrics Title : Main Badhiya Tu Bhi Badhiya
Song Lyrics Movie : Sanju 2018
Singers: Sonu Nigam, Sunidhi Chouhan
mp3 songs
Praan Priye!
Tum Kishan ho main hoon Radha
Tum sui ho main hoon dhaaga
Phir sangam kyun hai..
Aadha.. aadha.. aadha..
Pa pa ra pa…
Main badhiya tu bhi badhiya
Shaadi kar le saanwariya
Phootengi phir phuljhadiyan
Badhiya badhiyaaan…
Pa pa ra pa…
Main badhiya tu bhi badhiya
Par main azaad hoon chidiya
Rakh tu apni phuljhadiyan
Badhiya badhiyaa…
Chatt mangni, kar patt mangni
Mujhe patni banale jhatt patt apni
Sun pagli main hoon chhora jungli
Arey kaahe ko banana chaahe meri chattni
Oho. oho
Main badhiya tu bhi badhiya
Shaadi kar le saanwariya
Phootengi phir phuljhadiyan
Badhiya badhiyaaan…
Nahi priye
Main badhiya tu bhi badhiya
Par main azaad hoon chidiya
Rakh tu apni phuljhadiyan
Badhiya badhiyaa…
Pa pa ra pa…
Sun sajna kal aaya sapna
Maine sapne mein dekha mandap apna
Sab taare thhe baraati
Sang naach rahe suraj chanda
Jaag jaa re pagli tu
Sapna nahi hai yeh hai durghatna
Durghatna…
Suraj se mandap jal jayega
Mujhe nahi pakna, nahi pakna
Oho. oho
Main badhiya tu bhi badhiya
Hum kyun phoonke yeh duniya
Rakh tu apni phuljhadiyan
Badhiya badhiya…
Teri bagiya main aake
Phool khila dungi main…
Kar shaadi
Arey bhool ja tu phool wool
Bagiya mein karni hai
Kheti baadi
Aath dus bacche honge
Tutlayenge Mummy Daddy
Mummy Daddy…
Abhi kya kam hai
Jo hum bhi badhaye
Duniya ki abaadi
Arey hum do humaare do
Apna lenge hum ye naara
Ye naara…
Paalunga main do bhi kaise
Naukri nahi hai main hoon awaara
Awaara…
Oye oye oye…
Main badhiya tu bhi badhiya
Par pahle dhoondon naukariya
Phodenge phir phuljhaldiya
Badhiya badhiya…
Badhiya ji badhiya
Badhiya…
Badhiya ji badhiya
Badhiya…
Main badhiya tu bhi badhiya
Dono azaad hain chidiya
Pahle dhoondon naukariya badhiya badhiya
Main badhiya tu bhi badhiya
Dhoondunga main naukariya
Phonkenge ye phuljhadiya badhiya badhiya
Samjhe, aan?
Badhiya!
Recent Tags : Download Main Badhiya Tu Bhi Badhiya mp3 song, Main Badhiya Tu Bhi Badhiya lyrics, Main Badhiya Tu Bhi Badhiya Lyrics, Lyrics Main Badhiya Tu Bhi Badhiya, Main Badhiya Tu Bhi Badhiya hindi lyrics, Main Badhiya Tu Bhi Badhiya hindi movie songs, Main Badhiya Tu Bhi Badhiya bollywood songs, Main Badhiya Tu Bhi Badhiya bollywood songs lyrics Download Main Badhiya Tu Bhi Badhiya mp3 song






