BollywoodTarane

    Download Mai Qayamat Hoon song

    Suhaag Raat 1968

    Free Mai Qayamat Hoon mp3 song

    We presents for now Mai Qayamat Hoon mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Mai Qayamat Hoon
    Artist : Lata Mangeshkar
    Save As
    Mai Qayamat Hoon Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Mai Qayamat Hoon
    Song Lyrics Movie = Suhaag Raat (1968)
    Singers = Asha Bhosle, Lata Mangeshkar
    Song Lyricists = Akhtar Romani
    Music Composer = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
    Director = R. Bhattacharya
    Music Label = Saregama
    Starring = Rajshree, Jeetendra, Sulochana Latkar


    ((Main qayamat hoon aji ha
    Main mohabbat hu aji ha
    Jise log ada kahte hai
    Jise log ada kahte hai
    Main qayamat hoon aji ha
    Main mohabbat hoon

    Husn hai naam mera
    Mujhko ha sitam kahte hai
    Naaz ke mare huye
    Meri kasam khate hai
    Ishq hai naam mera
    Mujhko karm kahte hai
    Ha karm kahte hai
    Pyar ke mare huye
    Meri kasam khate hai
    Main wo hasrat hu jise
    Main wo hasrat hu jise
    Jise log duaa kahte hai,
    Jise log duaa kahte hai
    Main qayamat hoon aji ha
    Main qayamat hoon

    Main jise ek jhalak
    Apni dikha deti hoon
    Ha dikha deti hu
    Uski bigadi huyi taqdir
    Bana deti hoon
    Main jise ek jhalak
    Apni dikha deti hoon
    Ha dikha deti hu
    Usko khamosi ki tasvir
    Bana deti hoon
    Main wo jalwa hu ha
    Main wo jalwa hoon
    Jise log saza kahte hai,
    Jiselog saza kahte hai
    Main mohabbat hu aji ha
    Main mohabbat hu

    Main jawani hu mujhe
    Duniya bala kahti hai
    Main tamanna hu mujhe
    Duniya dawa kahti hai
    Main machal jau to
    Gulshan pe nikhar aa jaye
    Nikhar aa jaye
    Main machal jau to
    Sahra mein bahaar aa jaye
    Ha bahaar aa jaye
    Main wo masti hu jise
    Main wo hasti hu  jise
    Main wo masti hu jise
    Log nasha kahte hai
    Ha mujhe log wafa kahte hai
    Main qayamat hu aji ha
    Main mohabbat hoon
    Jise log ada kahte hai
    Jise log khuda kahte hai
    Main qayamat hoon aji ha
    Main mohabbat hu aji ha.))

    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Mai Qayamat Hoon mp3 song, Mai Qayamat Hoon lyrics, Mai Qayamat Hoon Lyrics, Lyrics Mai Qayamat Hoon, Mai Qayamat Hoon hindi lyrics, Mai Qayamat Hoon hindi movie songs, Mai Qayamat Hoon bollywood songs, Mai Qayamat Hoon bollywood songs lyrics Download Mai Qayamat Hoon mp3 song