BollywoodTarane

    Download Mai Kya Se Ho song

    Anmol Moti 1969

    Free Mai Kya Se Ho mp3 song

    We presents for now Mai Kya Se Ho mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Mai Kya Se Ho
    Artist : XYZ
    Save As
    Mai Kya Se Ho Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Mai Kya Se Ho Gayi Kya
    Song Lyrics Movie : Anmol Moti (1969)
    Singers : Asha Bhosle
    Song Lyricists : Rajendra Krishan
    Music Composer : Ravi Shankar Sharma
    Director : S.D. Narang
    Music Label : Saregama

    mp3 songs


    Oye oye oye
    Oye oye oye mai kya se ho gayi kya
    Oye oye oye mai kya se ho gayi kya
    Fika fika badan mera
    Chandan ki tarah mahka

    Oye oye oye mai kya se ho gayi kya
    Fika fika badan mera
    Chandan ki tarah mahka
    Oye oye oye mai kya se ho gayi kya

    Sans bhi ruk ruk kar aaye
    Ek ek nas kasti jaye
    Sans bhi ruk ruk kar aaye
    Ek ek nas kasti jaye
    Jal ki thandi dhara bhi kyu
    Aaj mujhe dasati jaye
    Soch rahi thi ki mai badali
    Ya badal gayi duniya

    Oye oye oye mai kya se ho gayi kya
    Fika fika badan mera
    Chandan ki tarah mahka
    Oye oye oye mai kya se ho gayi kya

    Kaha se aaya ye tufan
    Ghabra ke jage arman
    Kaha se aaya ye tufan
    Ghabra ke jage arman
    Lage apna aap paraya
    Bhuli apni hi pehchan
    Pal pal ankhiya dekhu
    Ye ho na kahi sapna
    Oye oye oye mai kya se ho gayi kya
    Fika fika badan mera
    Chandan ki tarah mahka
    Oye oye oye mai kya se ho gayi kya

    Ji chahe ke udd jau
    Nil gagan me leharau
    Ji chahe ke udd jau
    Nil gagan me leharau
    Ya mojo se takrake
    Sagar pe mai chha jau
    Sari duniya bas me karlu
    Sab kuchh ho mera
    Oye oye oye mai kya se ho gayi kya
    Oye oye oye mai kya se ho gayi kya
    Fika fika badan mera
    Chandan ki tarah mahka
    Oye oye oye mai kya se ho gayi kya
    Oye oye oye mai kya se ho gayi kya...


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Mai Kya Se Ho mp3 song, Mai Kya Se Ho lyrics, Mai Kya Se Ho Lyrics, Lyrics Mai Kya Se Ho, Mai Kya Se Ho hindi lyrics, Mai Kya Se Ho hindi movie songs, Mai Kya Se Ho bollywood songs, Mai Kya Se Ho bollywood songs lyrics Download Mai Kya Se Ho mp3 song