BollywoodTarane

    Download Mai Diwana Mai song

    Vaada 2005

    Free Mai Diwana Mai mp3 song

    We presents for now Mai Diwana Mai mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Mai Diwana Mai
    Artist : Alka Yagnik
    Save As
    Mai Diwana Mai Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Mai Diwana
    Song Lyrics Movie = Vaada 2005
    Singers = Alka Yagnik, Udit Narayan
    Song Lyricists = Sameer
    Music Composer = Himesh Reshammiya
    Director = Satish Kaushik
    Music Label = T-Series
    Starring = Arjun Rampal, Amisha Patel, Zayed Khan
    Release on = 7th January, 2005


    mp3 songs


    Main deewana deewana
    Main deewani deewani
    Main deewana deewana
    Main deewana deewana
    Mere dil ko tumse mohabbat badi hai
    Mere dil ko tumse mohabbat badi hai
    Tera hi tasabbur mujhe har ghadi hai
    Main deewana deewana
    Main deewana deewana
    Meri roobaroo teri chahat khadi hain
    Tera hi tasabbur mujhe har ghadi hain
    Main deewani deewani
    Main deewani deewani

    Mujhko toh hai yeh mohbat nibhani
    Chahe gawani pade zindagaani
    Chudi bindiya payal kangna sab hai tere naam
    Tere ishq mein dubi hu main ab toh subaho shaam
    Koi bhi ho aalam koi bhi ho mausam
    Meri dhadkan jaanam tujhko chaahe har dam
    Mera dil teri khwaahishon ki ladi hai
    Tera hi tasabbur mujhe har ghadi hai
    Main deewana deewana
    Main deewana deewana

    Tere siwa arzoo na kisi ki
    Tu imtihaan hai meri zindagi ki
    Phool mein khushbu sp mein moti rehta ha jaise
    Tu merisaanson mein har pal rehta hain aaise
    Jo toote na kabhi aaisa hai yeh bandhan
    Tu bas mere liye hai bani jaan-e-man
    Sanam kasme vaadon ki tu hathkadi hai
    Tera hi tasabbur mujhe har ghadi hai
    Main deewana deewana
    Main deewana deewana
    Mere dil ko tumse mohabbat badi hai
    Tera hi tasabbur mujhe har ghadi hai
    Main deewana deewana
    Main deewani deewani...


    Posted by : {Ritu Kesharwani}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Mai Diwana Mai mp3 song, Mai Diwana Mai lyrics, Mai Diwana Mai Lyrics, Lyrics Mai Diwana Mai, Mai Diwana Mai hindi lyrics, Mai Diwana Mai hindi movie songs, Mai Diwana Mai bollywood songs, Mai Diwana Mai bollywood songs lyrics Download Mai Diwana Mai mp3 song