BollywoodTarane

    Download Maa Ne Kaha Tha song

    Chacha Bhatija 1977

    Free Maa Ne Kaha Tha mp3 song

    We presents for now Maa Ne Kaha Tha mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Maa Ne Kaha Tha
    Artist : Shailendra Singh
    Save As
    Maa Ne Kaha Tha Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Maa Ne Kaha Tha O Beta
    Song Lyrics Movie = Chacha Bhatija
    Singers = Shailendra Singh
    Song Lyricists = Anand Bakshi
    Music Director = Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
    Director = Manmohan Desai
    Music Label = Polydor Records
    Starring = Dharmendra, Hema Malini, Randhir Kapoor, Yogeeta Bali
    Release on = 9th July, 1977

    mp3 songs


    Maa ne kaha tha o beta
    Kabhi dil kisi ka na todo
    Maa ne kaha tha o beta
    Kabhi dil kisi ka na todo
    Deepak bati bankar sathi
    Sath kisi ka na chhodo
    Maa ne kaha tha o beta
    Kabhi dil kisi ka na todo
    Deepak bati bankar sathi
    Sath kisi ka na chhodo
    Maa ne kaha tha o beta
    Kabhi dil kisi ka na todo

    Jan lo jag mein kaun apna hai
    Kya yaha sach hai
    Or kya sapna hai
    Jan lo jag mein kaun apna hai
    Kya yaha sach hai
    Or kya sapna hai
    Maa ne kaha tha o beta
    Sapno ke pichhe na daudo
    Sapne sapne apne apne
    Apno se muh na modo
    Maa ne kaha tha o beta
    Kabhi dil kisi ka na todo

    Ho sake agar to
    Pyar na tum karna
    Pyar ho jaye to
    Duniya se na darna
    Ho sake agar to
    Pyar na tum karna
    Pyar ho jaye to
    Duniya se na darna
    Maa ne kaha tha o beta
    Karke wada kabhi na todo
    Pyar ke rashte chalte chalte
    Wapas kadam na modo
    Maa ne kaha tha o beta
    Kabhi dil kisi ka na todo
    Deepak bati ban kar bati
    Sath kisi ka na chhodo
    Maa ne kaha tha o beta
    Kabhi dil kisi ka na todo.


    Posted by : Priyanka Shukla
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Maa Ne Kaha Tha mp3 song, Maa Ne Kaha Tha lyrics, Maa Ne Kaha Tha Lyrics, Lyrics Maa Ne Kaha Tha, Maa Ne Kaha Tha hindi lyrics, Maa Ne Kaha Tha hindi movie songs, Maa Ne Kaha Tha bollywood songs, Maa Ne Kaha Tha bollywood songs lyrics Download Maa Ne Kaha Tha mp3 song