BollywoodTarane

    Download Maa Hi Mandir song

    Maa 1991

    Free Maa Hi Mandir mp3 song

    We presents for now Maa Hi Mandir mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Maa Hi Mandir
    Artist : Mohammad Aziz
    Save As
    Maa Hi Mandir Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Maa Hi Mandir
    Song Lyrics Movie = Maa (1991)
    Singer =  Mohammed Aziz
    Lyricist = Dev Kohli, Hasrat Jaipuri, Rani Malik
    Music Director = Anu Malik, R D Burman
    Film Director = Ajay Kashyap, Prashant Nanda
    Film Producer = Anuj Sharma
    Film cast = Jeetendra, Jaya Prada, Aruna Irani,
    Shakti Kapoor, Kader Khan,


    Mp3 Song Lyrics


    ((Ramta jogi behta paani
    Maaji keh kahaani
    Maa ka naam sadaa rehta hai
    Baaki sab kuchh paani...

    Maa hi mandir maa hi pooja
    Maa hi mandir maa hi pooja
    Maa se badh ke koi na dujha
    Maa hi mandir maa hi pooja
    Maa hi mandir...

    Maa ke punya se jagat bana hai
    Ishwat ko to maane jana hai
    Maa mamta ka ek kalash hai
    Jeevan jyot hai amrit ras hai
    Kya ambar aur kya ye dharti
    Maaki tulna ho nahi sakti
    Yug aate hai yug jaate hai
    Maa ki gaatha dohrate hai
    Maa ki gaatha dohrate hai
    Bade bade gyaani kehte hai
    Maa ka rutba sabse uncha
    Maa hi mandir maa hi pooja
    Maa se badh ke koi na dujha
    Maa hi mandir...

    Mitti ho gayi maa ki kaaya
    Bhtak raha hai phir bhi saaya
    Kadi dhoop mein soch rahi hai
    Laal pe apne kar doon chhaya
    Shool bani hai maa ki vivashta
    Vyaakul hai suje na rasta
    Shool bani hai maa ki vivashta
    Vyaakul hai suje na rasta
    Vyaakul hai suje na rasta
    Saral bahut hai kehna sunna
    Kathin bada hai maa banna
    Maahi mandir maa hi pooja
    Maa se badh ke koi na dujha
    Maa hi mandir...

    Janam janam ki maa dukhiyaari
    Karke har koshish ye haari
    Mahima bhari ulaj gayi hai
    Bachchey ka sukh dhundh rahi hai
    Bhookh se munna tadap raha hai
    Mann ka dheeraj tut gaya hai
    Aanchal mein hai dudh ki nadiya
    Aur aankhon mein neer bhara hai
    Aur aankhon mein neer bhara hai
    Sab ko sahara dene waali
    Kaun bane ab tera sahara
    Kaun bane ab tera sahara
    Kaun bane ab tera sahara...))

    Posted by : {Soni Kumari}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Maa Hi Mandir mp3 song, Maa Hi Mandir lyrics, Maa Hi Mandir Lyrics, Lyrics Maa Hi Mandir, Maa Hi Mandir hindi lyrics, Maa Hi Mandir hindi movie songs, Maa Hi Mandir bollywood songs, Maa Hi Mandir bollywood songs lyrics Download Maa Hi Mandir mp3 song