BollywoodTarane

    Download Likha hai ye in song

    Darr 1993

    Free Likha hai ye in mp3 song

    We presents for now Likha hai ye in mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Likha hai ye in
    Artist : Hariharan
    Save As
    Likha hai ye in Song Lyrics
    Song Lyrics : Likha Hai Yeh In Hawaon Pe
    Song Lyrics Movie or Album: Darr
    Singer(s): Hariharan, Lata Mangeshkar

    Lyrics

    (likha Hai Ye In Havaaon Pe
    likha Hai Ye In Ghataaon Pe
    tu Hai Mere Liye, Main Hoon Tere Liye) - 2

    ishq Ki Haseen Daastaan Se, Ham Utar Ke Aaye Aasamaan Se
    ye Samaan Ye Pyaar Ki Kahaaniyaan, Mil Rahi Hain Aaj Do Jawaaniyaan
    pehli Mohabbat Ki Raahon Pe
    likha Hai Ye In Havaaon Pe
    likha Hai Ye In Ghataaon Pe
    tu Hai Mere Liye, Main Hoon Tere Liye

    yun Hi Zaraa Tu Muskuraa, Sharamaa Ke Aanchal Moonh Mein Dabaa
    zulfon Ka Tu Ghunghat Hataa, Ye Khoobasoorat Cheharaa Dikhaa
    is Naaz Se Ithalaate Huye, Chalake Zaraa Mere Paas Aa
    ki Aashiq Hoon Main In Adaaon Pe
    likha Hai Ye In Havaaon Pe
    likha Hai Ye In Ghataaon Pe
    tu Hai Mere Liye, Main Hoon Tere Liye

    aao Kah Dein Aaj Is Jahaan Se
    ham Guzar Ke Ji Se Aur Jaan Se
    pyaar Ki Haseen Jeet Haar Mein
    dil Hai Cheez Kyaa Ki Maine Pyaar Mein
    sar Rakh Diyaa Tere Paaon Mein
    (likha Hai Ye In Havaaon Pe
    likha Hai Ye In Ghataaon Pe
    tu Hai Mere Liye, Main Hoon Tere Liye) - 2
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Likha hai ye in mp3 song, Likha hai ye in lyrics, Likha hai ye in Lyrics, Lyrics Likha hai ye in, Likha hai ye in hindi lyrics, Likha hai ye in hindi movie songs, Likha hai ye in bollywood songs, Likha hai ye in bollywood songs lyrics Download Likha hai ye in mp3 song