BollywoodTarane

    Download Lets Rock Soniye song

    Bhool Bhulaiya 2007

    Free Lets Rock Soniye mp3 song

    We presents for now Lets Rock Soniye mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Lets Rock Soniye
    Artist : Tulsi Kumar
    Save As
    Lets Rock Soniye Song Lyrics
    Song Lyrics Title :  Let s Rock Soniye
    Song Lyrics Movie : Bhool Bhulaiya (2007)
     Singers : Tulsi Kumar, Shaan

    mp3 songs

    Aankhon se lad gayi aankhen
    Baaton mein badh gayi baatein
    Mujhe rab ki kasam, rang laayengi sanam
    Teri meri yeh hasi mulaakaatein
    Aankhon se lad gayi aankhen,
    Baaton mein badh gayi baatein
    Mujhe rab ki kasam, rang laayengi sanam
    Teri meri yeh hasi mulaakaatein

    Lets rock now soniye, lets rock now soniye
    Lets rock now soniye, lets rock now soniye

    Chal aaja da soniye, nachale tu nachale ye yi ye yi ye
    Badli se chupake jara, chanda bhi dekhe yaara
    Mukhda mere yaar ka, o jaane jaana
    Badli se chupake jara, chanda bhi dekhe yaara
    Mukhda mere yaar ka, o jaane jaana

    Din toh yadoon mein kat jaaye
    Neend raaton ko na aaye
    Teri saadagi, teri aashiqi
    Mujhe pal pal tadpaaye
    Ajab si masti hai chhayi
    Ghadi milne ki hai aayi
    Na hoga koyi abb faasla
    Na hogi tanhaayi
    Oye re deewaani gori
    Tune toh chori chori
    Kabhi palke uthaake, kabhi palke giraake
    Baandhi dil ki dori
    Lets rock now soniye, lets rock now soniye
    Lets rock now soniye, lets rock now soniye

    Banno raani, haan sun banno raani
    Ki mehendi ki, aayi raat hai
    Banno raani, haan sun banno raani
    Ki apani duwaayen, saath hai

    Chain bin tere na aaya
    Nasha bas tera hi chaaya
    Mudke yahaan dekha jahaan
    Bas tujhko hi paaya
    Kehna tujhse hai kehna
    Dur nahi tujhse hai rehna
    Mere saatiya mere paas aa
    Dard duri ka nahi sehna
    Fida hua main jaana
    Bana tera deewaana
    Tujhe kaise main bataau
    Tujhe kitna main chaahu, tune nahi jaana
    Lets rock now soniye, lets rock now soniye
    Lets rock now soniye, lets rock now soniye

    Aankhon se lad gayi aankhen,
    Baaton mein badh gayi baatein
    Mujhe rab ki kasam, rang laayengi sanam
    Teri meri yeh hasi mulaakaatein
    Aankhon se lad gayi aankhen,
    Baaton mein badh gayi baatein
    Mujhe rab ki kasam, rang laayengi sanam
    Teri meri yeh hasi mulaakaatein

    Lets rock now soniye, lets rock now soniye
    Lets rock now soniye, lets rock now soniye




    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Lets Rock Soniye mp3 song, Lets Rock Soniye lyrics, Lets Rock Soniye Lyrics, Lyrics Lets Rock Soniye, Lets Rock Soniye hindi lyrics, Lets Rock Soniye hindi movie songs, Lets Rock Soniye bollywood songs, Lets Rock Soniye bollywood songs lyrics Download Lets Rock Soniye mp3 song