BollywoodTarane

    Download Lakhon Tare Aasman Mein song

    Hariyali Aur Rasta 1962

    Free Lakhon Tare Aasman Mein mp3 song

    We presents for now Lakhon Tare Aasman Mein mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Lakhon Tare Aasman Mein
    Artist : Mukesh
    Save As
    Lakhon Tare Aasman Mein Song Lyrics
    Song Title : Lakhon Tare Aasman Mein
    Movie/Album Name: Hariyali Aur Rasta (1962)
    Singer(s) : MUKESH, LATA MANGESHKAR

    Lyrics:

    Mukesh
    Lakhon tare, aasman mein, ek magar dhoondhe na mila
    Dekhke duniya ki diwali, dil mera chupchaap jala,
    Dil mera chupchaap jala
    Dil mera chupchaap jala
    Lata
    Lakhon tare, aasman mein, ek magar dhoondhe na mila
    Ek magar dhoondhe na mila
    Ek magar dhoondhe na mila

    Mukesh
    Qismat ka hai, naam magar hai, kum hai yeh duniya waalon ka
    Phoonk diya hai chaman humare khwaabon aur khayalon ka
    Ji karta hai khud hi ghonth de, apne armaano ka gala
    Dekhke duniya ki diwali, dil mera chupchaap jala,
    Dil mera chupchaap jala
    Dil mera chupchaap jala
    Lata
    Sau-sau sadiyon se lambi yeh, ghum ki raat nahin dhalti
    Is andhiyaare ke aage ab, ayi dil ek nahin chalti
    Hanste hi lut gayi chaandni, aur uthte hi chaand dhalaa
    Dekhke duniya ki diwali, dil mera chupchaap jala,
    Dil mera chupchaap jala
    Dil mera chupchaap jala

    Mukesh
    Maut hai behtar is haalat se, naam hai jiska majboori
    Lata
    Kaun musaafir tay kar paaya, dil se dil ki yeh doori
    Mukesh
    Kaantho hi kaantho se guzra, jo raahi is raah chala
    Dekhke duniya ki diwali, dil mera chupchaap jala,
    Dil mera chupchaap jala
    Dil mera chupchaap jala
    Lata
    Lakhon tare, aasman mein, ek magar dhoondhe na mila
    Dekhke duniya ki diwali, dil mera chupchaap jala,
    Dil mera chupchaap jala
    Dil mera chupchaap jala


    POSTED BY:DEVI MANDAL
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Lakhon Tare Aasman Mein mp3 song, Lakhon Tare Aasman Mein lyrics, Lakhon Tare Aasman Mein Lyrics, Lyrics Lakhon Tare Aasman Mein, Lakhon Tare Aasman Mein hindi lyrics, Lakhon Tare Aasman Mein hindi movie songs, Lakhon Tare Aasman Mein bollywood songs, Lakhon Tare Aasman Mein bollywood songs lyrics Download Lakhon Tare Aasman Mein mp3 song