BollywoodTarane

    Download Lakadi Jal Koyla Bhayi song

    Bedard Zamana Kya Jane 1959

    Free Lakadi Jal Koyla Bhayi mp3 song

    We presents for now Lakadi Jal Koyla Bhayi mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Lakadi Jal Koyla Bhayi
    Artist : Mohammad Rafi
    Save As
    Lakadi Jal Koyla Bhayi Song Lyrics
        Song Lyrics: Lakdee Jal Koyala Bhayee
    Song Lyrics Movie or Album: Bedard Jamana Kya Jane 1959
    Singer(s): Mohammad Rafi
    Music Director(s): Kalyanji-Anandji
    Lyricist(s): Bharat Vyas

    Lyrics

    lakdee jal koyala bhayee, koyla jal bhayo rakh
    mai papin aisi jali koyla bhayee naa rakh

    koyee aansu pikar jita hai, koyee tute dil ko sita hai
    kahee sham dhale kahee chita jale, kahee ghum se tadpate diwane
    bedard jamana kya janey - (2)

    o malik teraa kaisa aalam, yaha ek kushee toh lakh hain ghum
    barat kahee toh kahee matam, kismat ke anokhe afsane
    bedard jamana kya.........

    kanp utha sindur mang kaa, woh suhagan kee rat dhalee
    rani bankar aayee thee woh aaj, bhikharee banke chalee
    chhuta hai ghar jaye kidhar, apne bhee huye begane
    bedard jamana kya.........

    uss sham kaa hoga savera kaha, yeh panchhee lega basera kaha
    yeh pawan hai agan aur garjata gagan, dharti bhee lagee abb thukrane
    bedard jamana kya.........

    jalim ko apne julmo kee hotee kabhee pahachan bhee hai
    insan teree aankho me bhagwan bhee hai shaitan bhee hai
    kashti se kinara ruth gaya, yeh dhakelatee hai lahar aur aage
    saya bhee nahee abb pahachane, bedard jamana kya.........

    chingaree se chingaree jale aur aag se aag sulagatee hai
    yeh bat sarasar sachchi hai kee chot se chot lagtee hai
    jin hatho me motiyo kee ladiya, unme padi hain hathakadiya
    apna hee bhag laga hai aag lagane, bedard jamana kya.........
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Lakadi Jal Koyla Bhayi mp3 song, Lakadi Jal Koyla Bhayi lyrics, Lakadi Jal Koyla Bhayi Lyrics, Lyrics Lakadi Jal Koyla Bhayi, Lakadi Jal Koyla Bhayi hindi lyrics, Lakadi Jal Koyla Bhayi hindi movie songs, Lakadi Jal Koyla Bhayi bollywood songs, Lakadi Jal Koyla Bhayi bollywood songs lyrics Download Lakadi Jal Koyla Bhayi mp3 song