BollywoodTarane

    Download Lahoo Banke Aansoo song

    Mujhse Shaadi Karogi 2004

    Free Lahoo Banke Aansoo mp3 song

    We presents for now Lahoo Banke Aansoo mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Lahoo Banke Aansoo
    Artist : Alka Yagnik
    Save As
    Lahoo Banke Aansoo Song Lyrics
    Song lyrics Title : Lahoo Banke Aansoo Barasne Lage Hain
    Song lyrics Movie/Album Name: MUJHSE SHAADI KAROGI
    Singer(s) : SHABAAB SABRI, SONU NIGAM, ALKA YAGNIK

     Lyrics
    Rabba mere rabba
    Rabba mere rabba, yeh kya ho gaya hai
    Mera yaar mujhse judaa ho gaya hai
    Judaa ho gaya hai

    Ho, dil apna dena khata ho gaya hai
    Tujhe pyaar karna saza ho gaya hai
    Saza ho gaya hai
    Ho, tujhe is tarah se yaad karne lage hai
    Tujhe is tarah se yaad karne lage hai
    Lahoo banke aansoo barasne lage hai - 2

    Mohabbat se hum bhi ab to darrne lage hai - 2
    Lahoo banke aansoo barasne lage hai - 2

    Yeh judaai beqaraari, haai yeh majbooriyaan
    Har kadam par saath hongi ab meri tanhaaiyaan

    Ab zamaana jaan lega pyaar ki dushvaariyaan
    Meri dushman ban gayi hai meri hi parchhaaiyaan

    Khushi ke liye hum ab tarasne lage hai - 2
    Lahoo banke aansoo barasne lage hai - 2

    Ho gaye hum kitne tanha pyaar mein dil haarke
    Das rahi hai yeh judaai bin sajan bin pyaar ke

    Yaad humko aa rahe hain chaar din voh pyaar ke
    Voh adaayein voh sharaarat, haai jalwe yaar ke

    Ho, judaai ke gham bhi mujhpe hasne lage hai
    Judaai ke gham bhi mujhpe hasne lage hai
    Lahoo banke aansoo barasne lage hai - 2

    Dil apna dena khata ho gaya hai
    Tujhe pyaar karna saza ho gaya hai
    Saza ho gaya hai
    Ho, tujhe is tarah se yaad karne lage hai
    Tujhe is tarah se yaad karne lage hai
    Lahoo banke aansoo barasne lage hai - 2
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Lahoo Banke Aansoo mp3 song, Lahoo Banke Aansoo lyrics, Lahoo Banke Aansoo Lyrics, Lyrics Lahoo Banke Aansoo, Lahoo Banke Aansoo hindi lyrics, Lahoo Banke Aansoo hindi movie songs, Lahoo Banke Aansoo bollywood songs, Lahoo Banke Aansoo bollywood songs lyrics Download Lahoo Banke Aansoo mp3 song