BollywoodTarane

    Download La ilaha illallah song

    Begunah Qaidi 1982

    Free La ilaha illallah mp3 song

    We presents for now La ilaha illallah mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    La ilaha illallah
    Artist : XYZ
    Save As
    La ilaha illallah Song Lyrics
    Song Lyrics Title = La ilaha illallah
    Song Lyrics Movie = Begunah Qaidi
    Singers =  Shambhu Qawwal
    Song Lyricists =  Hasan Kamal
    Music Composer =  Master Sonik, Om Prakash Sonik
    Music Director =  Master Sonik, Om Prakash Sonik
    Starring =  Rakesh Roshan, Aarti Gupta, Shakti Kapoor, Asha Sachdev

    mp3 songs

    Kashtiya sabki kinaro
    Pe pahuch jati hai
    Na khuda jinka nahi
    Unka khuda hota hai
    Unka khuda hota hai
    Naam tera sab se aalla
    Sabse uncha martaba
    Naam tera sab se aalla
    Sabse uncha martaba
    Katra katra jhara jhara
    De raha hai yeh sada
    La ilaha la ilaha illallah
    La ilaha illallah la ilaha illallah
    Naam tera sab se aalla
    Sabse uncha martaba
    Naam tera sab se aalla
    Sabse uncha martaba
    Katra katra jhara jhara
    De raha hai ye sada
    La ilaha la ilaha illallah
    La ilaha illallah la ilaha illallah
    La ilaha illallah

    Ab tak bhatak rahe the
    Ab tak bhatak rahe the
    Andhero mein ae khuda,
    Khud garjiyo ka aankh pe
    Parda pada raha
    Pehchan bhi na paye
    Pehchan bhi na paye
    Bura kya hai kya bhala
    Tere huzur aaye hai tu
    Bakhas de khata
    Bakhas de tu bakhas de khata
    O maula tu bakhas de khata

    Hale dil tu janta hai
    Hale dil tu janta hai
    Kuch nahi kuch bhed chhupa
    Hale dil tu janta hai
    Kuch nahi kuch bhed chhupa
    Katra katra jhara jhara
    De raha hai yeh sada
    La ilaha ha la ilaha illallah
    Ha la ilaha illallah la ilaha illallah
    Ha la ilaha illallah

    Usha ki tarha nure
    Hidayat hume bhi de
    Jo thi rasul mein
    Wo adakat hume bhi de
    Isha ki tarha savpe
    Isha ki tarha savpe
    Sohagat hume bhi de
    Sachayi se dare na
    Wo jurhat hume bhi de
    Jurhat jurhat hume bhi de
    Ho maula jurhat hume bhi de

    Shan hai teri nirali
    Shan hai teri nirali
    Teri kudarat maharba
    Shan hai teri nirali
    Teri kudarat maharba
    Katra katra jhara jhara
    De raha hai yeh sada
    La ilaha ha la ilaha illallah
    Ha la ilaha illallah la ilaha illallah
    Ha la ilaha illallah

    Apne liye jiya hai jo
    Apne liye jiya hai jo
    Nadan hai wahi
    Gham dusaro ka bat le
    Insaan hai wahi
    Sach pe chala jo sohide
    Sach pe chala jo sohide
    Imaan hai wahi
    Sima pe mit gaya jo
    Musalman hai wahi
    Ha musalman hai wahi
    Ha ha musalman hai wahi

    Sar wahi hai sabse uncha
    Jo tere aage jhuka
    Sar wahi hai sabse uncha
    Jo tere aage jhuka
    Sar wahi hai sabse uncha
    Jo tere aage jhuka
    Katra katra jhara jhara
    De raha hai ye sada
    La ilaha ha la ilaha illallah
    Ha la ilaha illallah la ilaha illallah
    Ha la ilaha illallah
    La ilaha illallah la ilaha illallah
    La ilaha illallah
    La ilaha illallah la ilaha illallah
    La ilaha illallah la ilaha illallah
    La ilaha illallah la ilaha illallah
    La ilaha illallah la ilaha illallah
    La ilaha illallah ha la ilaha illallah
    La ilaha illallah ha la ilaha illallah
    La ilaha illallah ha la ilaha illallah.


    Posted by : Priyanka Shukla



    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download La ilaha illallah mp3 song, La ilaha illallah lyrics, La ilaha illallah Lyrics, Lyrics La ilaha illallah, La ilaha illallah hindi lyrics, La ilaha illallah hindi movie songs, La ilaha illallah bollywood songs, La ilaha illallah bollywood songs lyrics Download La ilaha illallah mp3 song