BollywoodTarane

    Download Kyun Hota Hai Dil Deewana song

    Short KutThe ConisOn 2009

    Free Kyun Hota Hai Dil Deewana mp3 song

    We presents for now Kyun Hota Hai Dil Deewana mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Kyun Hota Hai Dil Deewana
    Artist : Javed Ali
    Save As
    Kyun Hota Hai Dil Deewana Song Lyrics
    Song Lyrics : Kyun Hota Hai Dil Deewaana
    Song Lyrics Movie or Album: Short Kut  The Con Is On 2009
    Singer(s): Shreya Ghosal, Javed Ali
    Music Director(s): Shankar-Ehsaan-Loy
    Lyricist(s): Javed Akhtar


    Lyrics

    (pal pal koyi paagalpan kyun hota hai
    san san yeh tan dhak dhak yeh mann kyun hota hai) - (2)
    kyun rang naye lagate hai, kyun dhang naye lagate hai
    kyun aise mehek jaate hai, kyun ang naye lagate hai
    koi yeh na jaana, kyun hota hai dil deewaana
    kyun hota hai dil deewaana, koi yeh na jaana

    kyun jaagati aankhon mein bhi khaab aate hain
    kyun main gaau toh yeh paththar bhi gaate hain
    kyun lagate hai ujale ujale yeh din saare
    kyun shaam ko dil mein dipak se jal jaate hain
    kyun raat pighal jaati hai, kyun koi ghata chhati hai
    kyun dil karata hai tamanna, kyun nind nahi aati hai
    koi yeh na jaana, kyun hota hai dil deewaana
    kyun hota hai dil deewaana, koi yeh na jaana

    kyun honto pe ik naam hamesha rehata hai
    kyun sach lagata hai sang woh jo bhi kehata hai
    kyun armaano ki baarish si hoti hai
    kyun sapano ka ik dariya sa behata hai
    kyun chaal behak jaati hai, kyun saans lehak jaati hai
    kyun jal uthate hai tan mann, kyun aag dehak jaati hai
    koi yeh na jaana, kyun hota hai dil deewaana
    kyun hota hai dil deewaana, koi yeh na jaana
    pal pal koyi paagalpan kyun hota hai
    san san yeh tan dhak dhak yeh mann kyun hota hai
    kyun rang naye lagate hai, kyun dhang naye lagate hai
    kyun aise mehek jaate hai, kyun ang naye lagate hai
    (koi yeh na jaana, kyun hota hai dil deewaana
    kyun hota hai dil deewaana, koi yeh na jaana) - (3)
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Kyun Hota Hai Dil Deewana mp3 song, Kyun Hota Hai Dil Deewana lyrics, Kyun Hota Hai Dil Deewana Lyrics, Lyrics Kyun Hota Hai Dil Deewana, Kyun Hota Hai Dil Deewana hindi lyrics, Kyun Hota Hai Dil Deewana hindi movie songs, Kyun Hota Hai Dil Deewana bollywood songs, Kyun Hota Hai Dil Deewana bollywood songs lyrics Download Kyun Hota Hai Dil Deewana mp3 song