BollywoodTarane

    Download Kuchh Yaad Karo song

    Bajrang Bali 1956

    Free Kuchh Yaad Karo mp3 song

    We presents for now Kuchh Yaad Karo mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Kuchh Yaad Karo
    Artist : XYZ
    Save As
    Kuchh Yaad Karo Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Kuchh Yaad Karo
    Song Lyrics Movie = Bajrang Bali
    Singer  =  Aziz Nazan    
    Music By  =  Kalyanji Anandji    
    Lyricist  =  Pradeep   


    mp3 songs


    ab jago hey anjani kumar lanka ki or payan karo
    hey bhutkal ke vikat veer tum vartman nirman karo
    hum sab chinta me dube hai mata ka pata lagao tum
    dukhiyo ka dukhda dur karo, sankatmochan kahlao tum
    kuchh yaad karo kuchh yaad karo apna pavansut wo balpan
    kuchh yaad karo apna pavansut wo balpan
    vidyut ki gati, vidyut ki gati jisme thi adbhut wo balpan
    kuchh yaad karo apna pavansut wo balpan
    kuchh yaad karo apna pavansut wo balpan

    duniya thi dang dekh tumhari udaan ko
    tumne hilake rakh diya tha aasman ko
    aakash tumhare liye tha ek akhara ha ha ek akhara
    jisne bhi li takkar use pal bhar me pachada
    pal bhar me pachada
    bijli ki tarah lapke the suraj ki taraf tum
    mukhde me chupakar ke kiya divakar ko gum
    tum kha gaye bhabhakta hua agni ka gola
    ha ha agni ka gola ha ha agni ka gola
    takat tumhari dekhkar brahmand tha dola
    hanuman ji hanuman ji kaha gayi wo shakti vilakshan
    kuchh yaad karo apna pavansut wo balpan
    kuchh yaad karo apna pavansut wo balpan

    phir ek naya dushman tumhe lalkarne laga, raahu
    phir ek naya dushman tumhe lalkarne laga
    aankhe dikhake shekhiya bagharne laga, raahu
    usko bhi maari laat tumne baat baat me
    aadi ko kiya maat tumne baat baat me
    jab raahu gaya haar to phir indra bhi aaya
    jhunjhla ke usne tumpe apna vajra chalaya
    aur ant me sab ho gaya jhagdo ka safaya
    jhagdo ka safaya, jhagdo ka safaya
    sab devo ne milkar tumhe vajraang banaya
    hai aaj kasoti tumhari
    hai aaj kasoti tumhari kesari nandan
    kuchh yaad karo apna pavansut wo balpan
    kuchh yaad karo apna pavansut wo balpan
    tum shakti punj ho kisise dar nahi sakte, kisise dar nahi sakte
    aisa na koi kaam jo tum kar nahi sakte, jo tum kar nahi sakte
    utho chalang maaro, bajrang bali bajrang bali
    akash ko lalkaaro, bajrang bali bajrang bali
    bhisjan ko rup dhaaro, bajrang bali bajrang bali
    sankat se tum ubharo, bajrang bali bajrang bali
    utho bajrang bali, jago bajrang bali
    utho bajrang bali, jago bajrang bali
    utho bajrang bali, jago bajrang bali


    Posted by : Priyanka Shukla



    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Kuchh Yaad Karo mp3 song, Kuchh Yaad Karo lyrics, Kuchh Yaad Karo Lyrics, Lyrics Kuchh Yaad Karo, Kuchh Yaad Karo hindi lyrics, Kuchh Yaad Karo hindi movie songs, Kuchh Yaad Karo bollywood songs, Kuchh Yaad Karo bollywood songs lyrics Download Kuchh Yaad Karo mp3 song