BollywoodTarane

    Download Kuchh Log Mohabbat Ko song

    Dhanwan 1981

    Free Kuchh Log Mohabbat Ko mp3 song

    We presents for now Kuchh Log Mohabbat Ko mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Kuchh Log Mohabbat Ko
    Artist : Lata Mangeshkar
    Save As
    Kuchh Log Mohabbat Ko Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Kuchh Log Mohabbat Ko
    Song Lyrics Movie = Dhanwan
    Singers = Lata Mangeshkar
    Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
    Music Composer = Hridaynath Mangeshkar
    Director = Surendra Mohan
    Music Label = Saregama
    Starring = Rajesh Khanna, Reena Roy, Rakesh Roshan, Aruna Irani, Om Prakash
    Release on = 29th June, 1981

    mp3 songs

    Mohabbat kaa talluk, shanao shaukat se nahee hota
    Yeh sauda aisa sauda hain, jo daulat se nahee hota

    Kuchh log mohabbat ko
    Kuchh log mohabbat ko byopar samajate hain
    Duniya ko khilauno kaa bajar samajate hain
    Kuchh log mohabbat ko byopar samajate hain
    Kuchh log mohabbat ko

    Daulat kaa nasha inn ko kuchh itna jyada hain
    Daulat kaa nasha inn ko kuchh itna jyada hain
    Duniya kee har ik shay ko
    Duniya kee har ik shay ko, pane kaa irada hain
    Apne ko do aalam kaa
    Apne ko do aalam kaa mukhtar samajate hain
    Kuchh log mohabbat ko

    Dil kya hain, wafa kya hain, yeh log naa samajenge
    Dil kya hain, wafa kya hain, yeh log naa samajenge
    Mitne kee ada kya hain
    Mitne kee ada kya hain, yeh log naa samajenge
    Har shaks ko bikane par
    Har shaks ko bikane par, taiyyar samajate hain
    Kuchh log mohabbat ko

    Kahiye bhee toh inn jaise dildaro ko kya kahiye
    Kahiye bhee toh inn jaise dildaro ko kya kahiye
    Majbur hain aadat se
    Majbur hain aadat se, becharo ko kya kahiye
    Ham aise dimago ko, ham aise dimago ko
    Ham aise dimago ko, ham aise dimago ko
    Bimar samhjate hain
    Kuchh log mohabbat ko byopar samajate hain
    Kuchh log mohabbat ko.


    Posted by : Priyanka Shukla
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Kuchh Log Mohabbat Ko mp3 song, Kuchh Log Mohabbat Ko lyrics, Kuchh Log Mohabbat Ko Lyrics, Lyrics Kuchh Log Mohabbat Ko, Kuchh Log Mohabbat Ko hindi lyrics, Kuchh Log Mohabbat Ko hindi movie songs, Kuchh Log Mohabbat Ko bollywood songs, Kuchh Log Mohabbat Ko bollywood songs lyrics Download Kuchh Log Mohabbat Ko mp3 song