BollywoodTarane

    Download Kuch yaad karo apna song

    Kuch yaad karo apna

    Free Kuch yaad karo apna mp3 song

    We presents for now Kuch yaad karo apna mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Kuch yaad karo apna
    Artist : Jai Hanuman Bhakti Song
    Save As
    Kuch yaad karo apna Song Lyrics
    Song lyrics title : Kuch yaad karo apna pawansut
    Song lyrics movie : Kuch yaad karo apna pawansut
    Singer : Hari balashan & coras

    song lyrics

    ab jago he anjan kumar lanka ki or paryan karo
    hey bhutkal ke vikat veer tum vartman nirman karo
    ham sab chinta me dubo mata ka pata lagao tum
    dukhiyo ka hukhda dur karo
    sankatmochan kahlao tum
    kuch yad karo kuch yad karo apna pavansut wo balpan
    kuch yad karo kuch yad karo apna pavansut wo balpan
    vidhyut ki gati, vidhyut ki gati jisme thi wo adbhut balpan
    kuch yad karo kuch yad karo apna pavansut wo balpan
    kuch yad karo kuch yad karo apna pavansut wo balpan

    dunia thi dang dekh tumhari udan ko
    tumne hilke rakh diya tha asman ko
    akash tumhare liye tha ek akhara ha ha ek akhara
    jisne bhi li takkar use pal bhar me pachada
    pal bhar me pachada
    bijli ki tarah lapake the suraj ki taraf tum
    mukhde me chipakar ke kiya diwakar ko gum
    tum kha gaye bhabhkta hua agni ka gola
    ha ha agni ka gola ha ha agni ka gola
    takat tumhari dekh kar brahmand tha dola
    o hanuman ji kaha gayi wo sakti vilakshan
    kuch yad karo kuch yad karo apna pavansut wo balpan
    kuch yad karo kuch yad karo apna pavansut wo balpan

    phir ek naya dusman tumhe lalkarne laga rahu
    phir ek naya dusman tumhe lalkarne laga
    ankhe dikhake sekhiya bagharne laga rahu
    usko bhi mari mari lat tumne bat bat me
    adi ko kiya mat tune bat bat me
    jab rahu gaya har to phir inder bhi aya
    jhunjhla ke usne tumpe apna vajar chalaya
    or annt me sab ho gaya jhagdo ka safaya
    jhagdo ka safaya, jhagdo ka safaya
    sab devo ne milkar tumhe vajrang banaya
    hai aj kasoti tumhari
    hai aj kasoti tumhari kesri nandan
    kuch yad karo kuch yad karo apna pavansut wo balpan
    kuch yad karo kuch yad karo apna pavansut wo balpan

    tum shakti punj ho kisi se dar nahi sakte, kisi se dar nahi sakte
    aisa na koi kam jo tum kar nahi sakte, jo tum kar nahi sakte
    utho chalang maro bajrang bali, bajrang bali
    akash ko lalakaro bajrang bali, bajrang bali
    bism ko ru dharo, bajrang bali, bajrang bali
    sankat se tum ubharo, bajrang bali, bajrang bali
    utho bajrang bali, jago bajrang bali
    utho bajrang bali, jago bajrang bali
    utho bajrang bali, jago bajrang bali

    Posted by: {Anju}

    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Kuch yaad karo apna mp3 song, Kuch yaad karo apna lyrics, Kuch yaad karo apna Lyrics, Lyrics Kuch yaad karo apna, Kuch yaad karo apna hindi lyrics, Kuch yaad karo apna hindi movie songs, Kuch yaad karo apna bollywood songs, Kuch yaad karo apna bollywood songs lyrics Download Kuch yaad karo apna mp3 song