BollywoodTarane

    Download Kuch Aur Zamana Kehta Hai song

    Chhoti Chhoti Baatein 1965

    Free Kuch Aur Zamana Kehta Hai mp3 song

    We presents for now Kuch Aur Zamana Kehta Hai mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Kuch Aur Zamana Kehta Hai
    Artist : Meena Kapoor
    Save As
    Kuch Aur Zamana Kehta Hai Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Kuch Aur Zamana Kehta Hai
    Song Lyrics Movie = Chhoti Chhoti Baatein (1965)
    Singer = Meena Kapoor
    Music Director = Anil Biswas
    Song Lyricists = Shailendra

    Mp3 Song Lyrics

    ((kuchh aur zamana kehta hai, kuchh aur hai zidd

    mere dil ki
    kuchh aur zamana kehta hai, kuchh aur hai zidd

    mere dil ki
    main baat zamane ki maanu, ya baat sunu apne

    dil ki
    kuchh aur zamana kehta hai...

    duniya ne hame berahami se thukara jo diya,

    achchha hi kiya
    thukara jo diya, achchha hi kiya
    naadan ham samajhe baithe the
    naadan ham samajhe baithe the nibhati hai yaha

    dil se dil ki
    kuchh aur zamaana kehta hai...

    inasaaf, muhabbat, sachchaayi
    inasaaf, muhabbat, sachchaayi vo raham-o-qaram

    ke dikhalaave
    kuchh kehte zubaan sharmaati hai
    kuchh kehte zubaan sharmaati hai puchho na

    jalan mere dil ki
    kuchh aur zamaana kehta hai...

    go basti hai insaano ki insaan magar dhundhe na

    mila
    insaan magar dhundhe na mila
    patthar ke buto se kya kije
    patthar ke buto se kya kije fariyaad bhala tute

    dil ki
    kuchh aur zamana kehta hai, kuchh aur hai zidd

    mere dil ki
    main baat zamane ki maanu, ya baat sunu apne

    dil ki
    kuchh aur zamana kehta hai...))

    Posted by : {Ritu Kesharwani}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Kuch Aur Zamana Kehta Hai mp3 song, Kuch Aur Zamana Kehta Hai lyrics, Kuch Aur Zamana Kehta Hai Lyrics, Lyrics Kuch Aur Zamana Kehta Hai, Kuch Aur Zamana Kehta Hai hindi lyrics, Kuch Aur Zamana Kehta Hai hindi movie songs, Kuch Aur Zamana Kehta Hai bollywood songs, Kuch Aur Zamana Kehta Hai bollywood songs lyrics Download Kuch Aur Zamana Kehta Hai mp3 song