BollywoodTarane

    Download Koi Jaane Koi Na Jaane song

    Aur pyaar ho gaya 1997

    Free Koi Jaane Koi Na Jaane mp3 song

    We presents for now Koi Jaane Koi Na Jaane mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Koi Jaane Koi Na Jaane
    Artist : Nusrat Fateh Ali Khan
    Save As
    Koi Jaane Koi Na Jaane Song Lyrics
     Song Lyrics: Koyi Janey, Koyi Naa Janey
    Song Lyrics Movie or Album: Aur Pyaar Ho Gaya 1997
    Singer(s): Nusrat Fateh Ali Khan, Udit Narayn, Anuradha Paudwal
    Music Director(s): Nusrat Fateh Ali Khan
    Lyricist(s): Javed Akhtar

     Lyrics

    koyi janey, koyi naa janey, yeh parwane hote hain diwane - (2)
    dekho yeh do parwane hain dono hee diwane
    jab se mili hai aankhen hosh hain dono hee ke gum
    kaisa khumar hai allah allah, kaisa yeh pyar hai allah allah

    dekho yeh do parwane hain dono hee diwane
    jab se mili hai aankhen hosh hain dono hee ke gum
    kaisa khumar hai allah allah, kaisa yeh pyar hai allah allah

    dooniya ko hamne bhulaya jo tumko hai paya
    pyar kaa nazuk dhaga hame kahan le aaya - (2)
    lekin suno toh dooniya me yeh kya afsane hain
    kehte hain dooniya wale kee ham diwane hain - (2)

    dil kee baten yeh dil hee janey
    kab samjhi hain yeh bate dooniya ne
    toh phir mashur hai jo, hamko manjur hai woh
    jab se mili hai aankhen hosh hain dono hee ke gum
    kaisa khumar hai allah allah, kaisa yeh pyar hai allah allah
    aa.........

    dekho toh yeh lagta hai kee aasan hai manjil
    socho toh dil kehta hai kee aayegi mushkil - (2)
    ho dekhne sochna kaisa jo dil hee de dala
    jogi ne toh hai pehen lee prem kee yeh mala - (2)

    dil kee bate yeh dil hee janey, kab samjhi hain yeh bate dooniya ne
    toh phir mashur hai jo, hamko manjur hai woh
    jab se mili hai aankhen hosh hain dono hee ke gum
    kaisa dildar hai allah allah, kaisa yeh pyar hai allah allah
    kaisa ghumar hai allah allah, kaisa yeh pyar hai allah allah

    sun le jamin, sun le aasman, dono kee pyar kee yeh dastan
    dono me hain kaisi diwangi, dono dilo ne kahe hain kaha
    sun le jamin, sun le aasman, dono kee pyar kee yeh dastan
    mann me umang leke tan me tarang leke
    chhod chale dono dooniya kee galiya
    inko junu hai inki suku hai
    jab se mili hai aankhen hosh hain dono hee ke gum
    kaisa karar hai allah allah, kaisa yeh pyar hai allah allah
    kaisa ikrar hai allah allah, kaisa yeh pyar hai allah allah - (2)
    kaisa ghumar hai allah allah, kaisa yeh pyar hai allah allah
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Koi Jaane Koi Na Jaane mp3 song, Koi Jaane Koi Na Jaane lyrics, Koi Jaane Koi Na Jaane Lyrics, Lyrics Koi Jaane Koi Na Jaane, Koi Jaane Koi Na Jaane hindi lyrics, Koi Jaane Koi Na Jaane hindi movie songs, Koi Jaane Koi Na Jaane bollywood songs, Koi Jaane Koi Na Jaane bollywood songs lyrics Download Koi Jaane Koi Na Jaane mp3 song