BollywoodTarane

    Download Kiska Chehra Ab Main song

    Iftikhar Sultan

    Free Kiska Chehra Ab Main mp3 song

    We presents for now Kiska Chehra Ab Main mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Kiska Chehra Ab Main
    Artist : JAGJIT SINGH
    Save As
    Kiska Chehra Ab Main Song Lyrics

    Song Lyrics Title  : Kiska Chehra

     Song Lyrics Movie : Album / Iftikhar Sultan
    Singer(s)  : Jagjit  Singh


    mp3 songs


                                                       Chaand bhi dekha

    Phool bhi dekha
    Baadal bijli titli jugnu
    Koi nahin hai aisa
    Tera husn hai jaisa
    Tera husn hai jaisa

    Meri nigaah ne ye kaisa khwaab dekha hai
    Zameen pe chalta hua mahathab dekha hai

    Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar
    Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar
    Kiska chehra
    Kiska chehra ab main dekhoon
    Tera chehra dekhkar
    Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar

    Neend bhi dekhi
    Khwaab bhi dekha
    Neend bhi dekhi
    Khwaab bhi dekha
    Choodi bindiya darpan khushboo
    Koi nahin hai aisa
    Tera pyaar hai jaisa
    Tera pyaar hai jaisa

    Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar
    Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar
    Kiska chehra
    Kiska chehra ab main dekhoon
    Tera chehra dekhkar
    Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar

    Rang bhi dekha
    Roop bhi dekha
    Rang bhi dekha
    Roop bhi dekha
    Rasta manzil saahil mehfil
    Koi nahin hai aisa
    Tera saath hai jaisa
    Tera saath hai jaisa

    Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar
    Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar
    Kiska chehra
    Kiska chehra ab main dekhoon
    Tera chehra dekhkar
    Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar

    Bahut khoobsuat hai aankhein tumhaari
    Bana dijiye inko kismat hamari
    Usay aur kya chaahiye zindagi mein
    Jise mil gayi mohabbat tumhari

     


    Posted by: {Anju}

     

     

     

     

     

     

     

     

     

     

     

     


     

    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Kiska Chehra Ab Main mp3 song, Kiska Chehra Ab Main lyrics, Kiska Chehra Ab Main Lyrics, Lyrics Kiska Chehra Ab Main, Kiska Chehra Ab Main hindi lyrics, Kiska Chehra Ab Main hindi movie songs, Kiska Chehra Ab Main bollywood songs, Kiska Chehra Ab Main bollywood songs lyrics Download Kiska Chehra Ab Main mp3 song