BollywoodTarane

    Download Kisi Ka Ban Ja song

    Tarkieb 2000

    Free Kisi Ka Ban Ja mp3 song

    We presents for now Kisi Ka Ban Ja mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Kisi Ka Ban Ja
    Artist : XYZ
    Save As
    Kisi Ka Ban Ja Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Kisi Ka Ban Ja
    Song Lyrics Movie = Tarkieb (2000)
    Singers = Sabri Brothers
    Song Lyricists = Muqtida Hasan Nida Fazli
    Music Composer = Aadesh Shrivastava
    Director = Esmayeel Shroff
    Music Label = Zee Records
    Starring = Nana Patekar, Tabu, Shilpa Shetty, Aditya Pancholi,
    Milind Soman, Ashutosh Rana, Tiku Talsania, Akhilendra Mishra
    Release on = 23rd June, 2000

    mp3 songs


    Jaisa jiske yaar ka chehra
    Waisa hi sansar ka chehra
    Kisi ko apna bana le
    Ha kisi ko apana bana le
    Ya kisi ka ho jaa
    Kisi ko apna bana le
    Ha kisi ko apana bana le
    Ya kisi ka ho jaa
    Ho khud ko pana hai to phir
    Khud ko pana hai to phir
    Raahe wafa mein kho jaa
    Kisi ka ban jaa ban jaa
    Kisi ka ho jaa ho jaa
    Kisi ka ban jaa ban jaa
    Kisi ka ho jaa ho jaa

    Apna bana le kisi ko kisi ko
    Apna bana le kisi ko kisi ko
    Apna bana le apna
    Ya kisi ka ho jaa
    Kisi ka ban jaa ban jaa
    Kisi ka ho jaa ho jaa
    Kisi ka ban jaa ban jaa
    Kisi ka ho jaa ho jaa

    Geet ke waste ragani chahiye
    Raah tariq hai roshani chahiye
    Hosh ke waste maykashi chahiye
    Hai talab apni apni sabhi ki yaha
    Darde dil ke liye aashiqie chahiye
    Ishq hi murat murat
    Ishq hi surat surat
    Ishq hi kudarat kudarat
    Ishq hi kismat
    Dil hai to dil ke waste diladar chahiye
    Dil hai to dil ke waste diladar chahiye
    Dil hai to dil ke waste diladar chahiye
    Dil hai to dil ke waste diladar chahiye
    Mushkil hai pyaar pana
    Magar pyaar chahiye
    Mushkil hai pyaar pana
    Magar pyaar chahiye

    Akl ke dhokhe mein mat aana
    Akl ko hosh nahi
    Kya wo maykash hai ho
    Mayakhane mein madhosh nahi
    Ho dhudh le koi aankh nashili
    Ha dhudh le koi aankh nashili
    Mast nashe mein ho jaa
    Kisi ka ban jaa ban jaa
    Kisi ka ho jaa ho jaa
    Kisi ka ban jaa ban jaa
    Kisi ka ho jaa ho jaa

    Phul bina gulzar adhura
    Jaam bina maykhwar adhura
    Taaz bina darbar adhura
    Yaar bina sansar adhura
    Yaar bina sansar adhura
    Aadhi dharati aadha ambar
    Ye bhi adhura wo bhi adhura
    Aadhi dharati aadha ambar
    Ye bhi adhura wo bhi adhura
    Dono ke mil jaane se hi
    Hota hai sansar ye pura
    Hota hai sansar ye pura
    Hota hai sansar ye pura

    Har safar ke liye hamasafar chahiye
    Har safar ke liye hamasafar chahiye
    Har mushafir ko ek rehgujar chahiye
    Har mushafir ko ek rehgujar chahiye
    Zindagi ke liye zindagi ki kasam
    Zindagi ke liye zindagi ki kasam
    Zindagi ke liye zindagi ki kasam
    Pyaar jisme ho aisi nazar chahiye
    Pyaar jisme ho aisi nazar chahiye
    Pyaar jisme ho aisi nazar chahiye
    Ho jivan dhup kadi hai kadi hai
    Jivan dhup kadi hai kadi hai
    Zulfon ki chhaav mein so jaa

    Kisi ka ban jaa ban jaa
    Kisi ka ho jaa ho jaa
    Kisi ka ban jaa ban jaa
    Kisi ka ho jaa ho jaa
    Kisi ko apna bana le
    Kisi ko apna bana le
    Yaa kisi ka ho jaa

    Ho khud ko pana hai to phir
    Khud ko pana hai to phir
    Raahe wafa mein kho jaa
    Kisi ka ban jaa ban jaa
    Kisi ka ho jaa ho jaa
    Kisi ka ban jaa ban jaa
    Kisi ka ho jaa ho jaa
    Kisi ka ban jaa ban jaa
    Kisi ka ho jaa ho jaa
    Kisi ka ban jaa ban jaa
    Kisi ka ho jaa ho jaa
    Kisi ka ban jaa ban jaa
    Kisi ka ho jaa ho jaa....


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Kisi Ka Ban Ja mp3 song, Kisi Ka Ban Ja lyrics, Kisi Ka Ban Ja Lyrics, Lyrics Kisi Ka Ban Ja, Kisi Ka Ban Ja hindi lyrics, Kisi Ka Ban Ja hindi movie songs, Kisi Ka Ban Ja bollywood songs, Kisi Ka Ban Ja bollywood songs lyrics Download Kisi Ka Ban Ja mp3 song