BollywoodTarane

    Download Khushiyan Aayi Khushiyan song

    Swarg Yahan Narak Yahan 1991

    Free Khushiyan Aayi Khushiyan mp3 song

    We presents for now Khushiyan Aayi Khushiyan mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Khushiyan Aayi Khushiyan
    Artist : XYZ
    Save As
    Khushiyan Aayi Khushiyan Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Khushiyan Aayi Khushiyan
    Song Lyrics Movie = Swarg Yahan Narak Yahan (1991)
    Singers = Alka Yagnik, Mangal Singh,
     Nitin Mukesh Chand Mathur, Udit Narayan
    Song Lyricists = Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
    Music Composer = Rajesh Roshan
    Director = Vimal Kumar
    Music Label = T-Series
    Starring = Mithun Chakraborty, Sumanlata,
    Shilpa Shirodkar, Kader Khan,
    Release on = 2nd August, 1991


    mp3 songs


    ((Khushiya aayi
    Khushiya aayi
    Dholak bole re
    Dholak bole re
    Sahnayi ki dhun le
    Dil ki duniya dole re
    Khushiya aayi
    Khushiya aayi
    Dholak bole re
    Dholak bole re
    Sahnayi ki dhun le
    Dil ki duniya dole re

    Kismat badli tune
    Bhai ke mere bhaag saware
    Bhabhi tu kya aayi
    Aa gaye duniya ke sukh sare
    Kitni sundar dekh dekh kar
    Bharte nahi hai naina
    Bhabhi aisi aayi ke jaise
    Aayi ho meri bahena
    Khushiya aayi khushiya aayi
    Dholak bole re
    Dholak bole re
    Sahnayi ki dhun le
    Dil ki duniya dole re

    Jara thumka lagana pyar se
    Jara nach ke dikhana pyar se
    Raja beta bana hai dulha
    Are raja beta bana hai dulha
    Are wah mama phir se phir se
    Jara thumka lagana pyar se
    Jara nach ke dikhana pyar se
    Raja beta bana hai dulha
    Are raja beta bana hai dulha
    Are wah mama wah chha gaye guru

    Chiz biwi bade aaram ki
    Ye to hoti hai kitne kaam ki
    Chiz biwi bade aaram ki
    Ye to hoti hai kitne kaam ki
    Bane khana jala kar chulha
    Bane khana jala kar chulha

    Ye suraj chand sitare
    Sabke liye inke nazare
    Par teri chamak bas mere liye hai
    Teri chamak bas mere liye hai
    Tu hai noor hamara
    Tuhi mann ke gagan ka suraj
    Tuhi mere nain ka taara
    Khushiya aayi khushiya aayi
    Dholak bole re
    Dholak bole re
    Sahnayi ki dhun le
    Dil ki duniya dole re

    Dulhan bana tujhe dekha
    Pura hua hai mera sapna
    Tera bachpna lekar
    Khele koi mere angana
    Khushiya aayi khushiya aayi
    Dholak bole re
    Dholak bole re
    Sahnayi ki dhun le
    Dil ki duniya dole re

    Kami thi ek beti ki
    Aur tha sab kuch paas hamare
    Bahu ke roop mein beti
    Aayi hai aaj hamare dware
    Beti mana maine tujhko
    Mujhse kya sharmana
    Aaj khushi mein nach tu beti
    Nache saath jamana

    Ganv jo ke piya ki ganv ho
    Jis ghar mein bado ki chanv ho
    Hai swarg wahi to hamara
    Hai swarg wahi to hamara
    Saat kasme kabhi na todungi
    Is ghar ki chokhat na todungi
    Ye ghar to hai prano se pyara
    Ye ghar to hai prano se pyara
    Khushiya aayi khushiya aayi
    Dholak bole re
    Dholak bole re
    Sahnayi ki dhun le
    Dil ki duniya dole re
    Khushiya aayi khushiya aayi
    Dholak bole re
    Dholak bole re
    Sahnayi ki dhun le
    Dil ki duniya dole re.))


    Posted by : {Akanksha shukla}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Khushiyan Aayi Khushiyan mp3 song, Khushiyan Aayi Khushiyan lyrics, Khushiyan Aayi Khushiyan Lyrics, Lyrics Khushiyan Aayi Khushiyan, Khushiyan Aayi Khushiyan hindi lyrics, Khushiyan Aayi Khushiyan hindi movie songs, Khushiyan Aayi Khushiyan bollywood songs, Khushiyan Aayi Khushiyan bollywood songs lyrics Download Khushiyan Aayi Khushiyan mp3 song