BollywoodTarane

    Download Khool Jayega Kismat Ka Tala song

    Geraftaar 1985

    Free Khool Jayega Kismat Ka Tala mp3 song

    We presents for now Khool Jayega Kismat Ka Tala mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Khool Jayega Kismat Ka Tala
    Artist : SHABBIR KUMAR
    Save As
    Khool Jayega Kismat Ka Tala Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Khool Jayega Kismat Ka Tala
    Song Lyrics Movie = Geraftaar (1985)
    Singers = Shabbir Kumar
    Song Lyricists = Indeevar
    Music Composer = Bappi Lahiri
    Director = Prayag Raj
    Music Label = Polygram
    Starring = Kamal Haasan, Amitabh Bachchan, Rajinikanth
    Release on = 13th September, 1985


    mp3 songs


    Ho hoo khul jaayega kismat ka taala, main bhi actor banunga naamwaala
    Khul jaayega kismat ka taala, main bhi actor banunga naamwaala
    Aapki duwa chaahiye bas aapaki duwa chaahiye, aapaki duwa chaahiye
    Khul jaayega kismat ka taala, main bhi actor banunga naamwaala
    Khul jaayega kismat ka taala, main bhi actor banunga naamwaala
    Aapki duwa chaahiye bas aapaki duwa chaahiye, aapaki duwa chaahiye

    Naachunga gaayunga fight bataaunga main
    Koyi jo na kar paaye woh kar dikhaaunga main
    Naachunga gaayunga fight bataaunga main
    Koyi jo na kar paaye woh kar dikhaaunga main
    Kisi director ki bas mujhpar ek najar pad jaaye
    Ya toh top heroine ki bas mujhase aankh lad jaaye

    Eee khul jaayega kismat ka taala, main bhi actor banunga naamwaala
    Aapki duwa chaahiye bas aapaki duwa chaahiye, aapaki duwa chaahiye

    James bond banake jab film mein aayunga

    Ik mauka mil jaaye acting karunga gajab ki
    Aaya jo haan parde par chhutti main kar dunga sab ki
    Ik mauka mil jaaye acting karunga gajab ki
    Aaya jo haan parde par chhutti main kar dunga sab ki
    Saari haseenjawaan ladkiya maaangegi autograph
    Tanhaayi mein chhupkar mera chumengi photograph

    Eee khul jaayega kismat ka taala, main bhi actor banunga naamwaala
    Khul jaayega kismat ka taala, main bhi actor banunga naamwaala
    Hoo aapki duwa chaahiye bas aapaki duwa chaahiye, aapaki duwa chaahiye.....


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Khool Jayega Kismat Ka Tala mp3 song, Khool Jayega Kismat Ka Tala lyrics, Khool Jayega Kismat Ka Tala Lyrics, Lyrics Khool Jayega Kismat Ka Tala, Khool Jayega Kismat Ka Tala hindi lyrics, Khool Jayega Kismat Ka Tala hindi movie songs, Khool Jayega Kismat Ka Tala bollywood songs, Khool Jayega Kismat Ka Tala bollywood songs lyrics Download Khool Jayega Kismat Ka Tala mp3 song