BollywoodTarane

    Download Khamakha song

    Tamanchey 2014

    Free Khamakha mp3 song

    We presents for now Khamakha mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Khamakha
    Artist : Mohit Chauhan
    Save As
    Khamakha Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Khamakha
    Song Lyrics Movie = Tamanchey (2014)
    Singers  = Mohit Chauhan
    Song Lyricists = Krsna, Arko Pravo Mukherjee, Puneet Sharma
    Music Composer = Krsna
    Director = Suryaveer Singh Bhullar
    Music Label = Zee Music Company
    Starring = Nikhil Dwivedi, Richa Chadda, Mahesh Balraj,
    Kislaya Dwivedi, Damandeep Singh
    Release on = 10th October, 2014


    mp3 songs


    Haan Yeh Bata Ki Humse Kya Juram Hua
    Jo Yun Chal Diye Munh Phiraaye
    Bewajah Humko Mil Gayi Saza
    Yeh Pehli Baar Maat Khaaye

    Khamakha Hi Tumse Pala Pad Gaya
    Ab Jaan Yeh Kaise Chhudaayein
    Khamakha Hi Tumse Hum Bhid Gaye
    Lo Phans Gaye Baithe Bithaaye

    Itna Bhi Kya Hai Guroor Tumko Bhala
    Jo Aise Hamein Thukra Diye
    Na Samjho Yeh Tum
    Ki Hum Hain Peechhe Pade
    Itna Bhi Na Kisi Ko Hum Manaayein

    Haaye Khamakha Hi Tumse Pala Pad Gaya
    Ab Jaan Yeh Kaise Chhudaayein
    Khamakha Jigar Pe Goliyan Chalin
    Palak Jhapakte Hum Dher Ho Gaye
    Khamakha Hum Mil Gaye
    Khamakha Tumse Bhid Gaye

    Yeh Shukra Manaao, Haan Dil Ko Samjhao
    Ki Hum Bhi Koi Aise Waise Hain Nahi
    Chadha Liya Jo Yun Zara Sar Pe Tumko
    Udne Lage Aasman Pe Tum To Kahin
    Sabar Ka Yeh Imtehan Na Lo
    Arre Hum Bhi Sarphire Hain Ye Tum Jaan Lo
    Zid Jo Aa Gaye Ek Baar Hum
    Mud Ke Na Phir Dekhein Tumko

    Khamakha Hi Tumse Pala Pad Gaya
    Ab Jaan Yeh Kaise Chhudaayein
    Khamakha Hi Tumse Hum Bhid Gaye
    Lo Phans Gaye Baithe Bithaaye

    Andaz Yeh Hamara Sabko Lage Nirala
    Ek Aap Hi Hain Jinko Aaye Na Nazar
    Ki Jaan Yeh Hatheli Pe Rakh Dein Hum To
    Kaho To Duniya Ki Aaj Le Lein Khabar
    Arre Apne Bhi To Hon Kuchh Fasaane
    Pyar Ke Yeh Zokhim Hamein Hain Aazmaane
    Kar Lo Zara Haan Tum Bhi Iska Nacha
    Hosh Mein Phir Aaoge Tum Apne

    Khamakha Hi Tumse Pala Pad Gaya Haaye
    Ab Jaan Yeh Kaise Chhudaayein
    Khamakha Hi Tumse Hum Bhid Gaye
    Lo Phans Gaye Baithe Bithaaye Hey..
    Khamakha Hum Mil Gaye
    Khamakha Tumse Bhid Gaye..


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Khamakha mp3 song, Khamakha lyrics, Khamakha Lyrics, Lyrics Khamakha, Khamakha hindi lyrics, Khamakha hindi movie songs, Khamakha bollywood songs, Khamakha bollywood songs lyrics Download Khamakha mp3 song