BollywoodTarane

    Download Ke Bin Tere Jeena song

    Ke Bin Tere Jeena

    Free Ke Bin Tere Jeena mp3 song

    We presents for now Ke Bin Tere Jeena mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Ke Bin Tere Jeena
    Artist : Kshitij Tarey
    Save As
    Ke Bin Tere Jeena Song Lyrics
    Song Title = Ke Bin Tere Jeena
    Movie/Album = Ke Bin Tere Jeena
    Singers = Hamza Faruqui, Kshitij Tarey, Mithoon Sharma
    Song Lyricists = Syed Quadri
    Music Composer = Mithoon Sharma
    Director = Anant Mahadevan
    Starring = Tusshar Kapoor, Udita Goswami, Shreyas Talpade, Vikas Kalantri
    Release on = 14th September, 2007

    Mp3 Song Lyrics

    Bhid me bhi ham tanha rahe, tere gham ne yeh halat kar dee
    Kabhi khud ke liye kuchh soch sake itni bhi nahee fursat dee
    Ankho kee talash jo hai, woh hai tera chehra
    Dhadkan dil ke pas toh hai, lekin hai bewajah
    Mai hu shaukh se abb koyi patta tuta huwa
    Mujhko yeh hawaye udati phire har jagah

    Ke bin tere jina nahee, ha bin tere jina nahee
    Naa bin tere jina nahee, ja bin tere jina nahee
    Ankho kee talash jo hai, woh hai tera chehra
    Dhadkan dil ke pas toh hai, lekin hai bewajah
    Mai hu shaukh se abb koyi patta tuta huva
    Mujhko yeh hawaye udati phire har jagah
    Ke bin tere jina nahee, ha bin tere jina nahee
    Naa bin tere jina nahee, ja bin tere jina nahee

    Chahe jitne bhi ansu bahe, sanse sine me chubhati rahe
    Muskura kar har gum sahe
    Dil se ho kam kabhi naa yeh dard tera, phul jaisa lage har jakhm tera
    Inko mujhko toh sina nahee, ke bin tere jina nahee
    Ankho kee talash jo hai, woh hai tera chehra
    Dhadkan dil ke pas toh hai, lekin hai bewajah
    Mai hu shaukh se abb koyi patta tuta huva
    Mujhko yeh hawaye udati phire har jagah
    Ke bin tere jina nahee, ha bin tere jina nahee
    Naa bin tere jina nahee, ja bin tere jina nahee

    Bhid me bhi ham tanha rahe tere gum ne yeh halat kar dee
    Kabhi khud ke liye kuchh soch sake itni bhi nahee fursat dee
    Teri yado me har pal kate, khud se teri hee bate kare
    Dil khijao sa banjar rahe
    Humko manjur hai har sitam tera, berukhi bhi teri bewafapan tera
    Jam kushiyo kaa pina nahee, ke bin tere jina nahee
    Ankho kee talash jo hai, woh hai tera chehra
    Dhadkan dil ke pas toh hai, lekin hai bewajah
    Mai hu shaukh se abb koyi patta tuta huva
    Mujhko yeh hawaye udati phire har jagah
    ke bin tere jina nahee, ha bin tere jina nahee
    Naa bin tere jina nahee, ja bin tere jina nahee
    ke bin tere jina nahee, ha bin tere jina nahee
    Naa bin tere jina nahee, ja bin tere jina nahee

    Posted by : {Ritu Kesharwani}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Ke Bin Tere Jeena mp3 song, Ke Bin Tere Jeena lyrics, Ke Bin Tere Jeena Lyrics, Lyrics Ke Bin Tere Jeena, Ke Bin Tere Jeena hindi lyrics, Ke Bin Tere Jeena hindi movie songs, Ke Bin Tere Jeena bollywood songs, Ke Bin Tere Jeena bollywood songs lyrics Download Ke Bin Tere Jeena mp3 song