BollywoodTarane

    Download Kaun Kehta Hai ABHIJEET song

    Kyo Kii Main Jhuth 2001

    Free Kaun Kehta Hai ABHIJEET mp3 song

    We presents for now Kaun Kehta Hai ABHIJEET mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Kaun Kehta Hai ABHIJEET
    Artist : Abhijeet
    Save As
    Kaun Kehta Hai ABHIJEET Song Lyrics
     Song Lyrics Name:  Kaun Kehta Hai
    Song Lyrics Album Name:  Kyo Kii...Main Jhuth Nahin Bolta 2001
    Singer Names: Abhijeet,
    Lyricist Name:
    Music Director:
    Lyrics

    Are Kaun Kehta Hai Mooh Kaala Hai Jhuth Ka
    Kaun Kehta Hai Mooh Kaala Hai Jhuth Ka
    Kaun Kehta Hai Mooh Kaala Hai Jhuth Ka
    Ey Sach Hai Yeh Sach Bol Bala Hai Jhuth Ka
    Are Kaun Kehta Hai Mooh Kaala Hai Jhuth Ka
    Kaun Kehta Hai Mooh Kaala Hai Jhuth Ka

    Chaahe Dekho Daaye Chaahe Dekho Baaye
    Chaahe Dekho Daaye Chaahe Dekho Baaye
    Log Yahan Jhuth Ka Danka Bajaye
    Log Yahan Jhuth Ka Danka Bajaye
    Chaahe Dekho Daaye Chaahe Dekho Baaye
    Chaahe Dekho Daaye Chaahe Dekho Baaye
    Log Yahan Jhuth Ka Danka Bajaye
    Sach Ke Hoth Pe Taala Hai Jhuth Ka
    Are Kaun Kehta Hai Mooh Kaala Hai Jhuth Ka
    Kaun Kehta Hai Mooh Kaala Hai Jhuth Ka

    Jhuth Bolne Se Baat Ban Jaati Hain
    Are Jhuth Bolne Se Baat Ban Jaati Hain
    Kaam Chal Jaata Hain Daal Gal Jaati Hain
    Kaam Chal Jaata Hain Daal Gal Jaati Hain
    Are Jhuth Bolne Se Baat Ban Jaati Hain
    Kaam Chal Jaata Hain Daal Gal Jaati Hain
    Kaam Chal Jaata Hain Daal Gal Jaati Hain
    Tikha Bada Mirch Masala Hai Jhuth Ka
    Kaun Kehta Hai Mooh Kaala Hai Jhuth Ka
    Sach Hai Yeh Sach Bol Bala Hai Jhuth Ka

    Jhuth Bole Kam Kar Sikka Jama Le
    Jhuthi Taarif Kar Sab Ko Pata Le
    Are Jhuth Bole Kam Kar Sikka Jama Le
    Jhuthi Taarif Kar Sab Ko Pata Le
    Jhuthi Taarif Kar Sab Ko Pata Le
    Ey Saara Zamana Matwala Hai Jhuth Ka
    Saara Zamana Matwala Hai Jhuth Ka
    Kaun Kehta Hai Mooh Kaala Hai Jhuth Ka

    Jhuth Ka Yeh Dhanda Hai Khoob Yeh Hai Chalta
    Maal Paani Aaj Kal Jhuth Ko Hai Milta
    Are Jhuth Ka Yeh Dhanda Hai Khoob Yeh Hai Chalta
    Maal Paani Aaj Kal Jhuth Ko Hai Milta
    Maal Paani Aaj Kal Jhuthe Ko Milta
    Hey Rang Aur Dhang Hi Nirala Hai Jhuth Ka
    Rang Aur Dhang Hi Nirala Hai Jhuth Ka
    Are Rang Aur Dhang Hi Nirala Hai Jhuth Ka
    Kaun Kehta Hai Mooh Kaala Hai Jhuth Ka

    Maana Is Jhuth Ki Baat Hai Nirali
    Maana Is Jhuth Ki Baat Hai Nirali
    Ek Baat Aur Hai Jo Hai Sunnewaali
    Ek Baat Aur Hai Jo Hai Sunnewaali
    Jo Hai Sunnewaali Jo Hai Sunnewaali
    Chadta Hai Suraj Dhalta Hai
    Yeh Jhuth Na Zyaada Chalta Hai
    Chadta Hai Suraj Dhalta Hai
    Yeh Jhuth Na Zyaada Chalta Hai
    Balki Sukh Ke Khaatir Tu
    Kyon Apne Rang Badalta Hain
    Chadta Hai Suraj Dhalta Hai
    Yeh Jhuth Na Zyaada Chalta Hai
    Pal Do Pal Ka Ujala Hai Jhuth Ka
    Pal Do Pal Ka Ujala Hai Jhuth Ka
    Are Kala Hai Ji Kala Mooh Kala Hai Jhuth Ka
    Kala Hai Ji Kala Mooh Kala Hai Jhuth Ka
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Kaun Kehta Hai ABHIJEET mp3 song, Kaun Kehta Hai ABHIJEET lyrics, Kaun Kehta Hai ABHIJEET Lyrics, Lyrics Kaun Kehta Hai ABHIJEET, Kaun Kehta Hai ABHIJEET hindi lyrics, Kaun Kehta Hai ABHIJEET hindi movie songs, Kaun Kehta Hai ABHIJEET bollywood songs, Kaun Kehta Hai ABHIJEET bollywood songs lyrics Download Kaun Kehta Hai ABHIJEET mp3 song