BollywoodTarane

    Download Karta Hai Ek Ravi Dilsoj song

    Aalam Aara 1956

    Free Karta Hai Ek Ravi Dilsoj mp3 song

    We presents for now Karta Hai Ek Ravi Dilsoj mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Karta Hai Ek Ravi Dilsoj
    Artist : Mohammad Rafi
    Save As
    Karta Hai Ek Ravi Dilsoj Song Lyrics
    Song Title = Karta Hai Ek Ravi Dilsoj
    Movie/album = Alam Ara (1956)
    Singers = Mohammed Rafi
    Lyricist = Shewan Rizvi
    Music Director = A R Qureshi

    Mp3 Song Lyrics

    Karta hai ek ravi dilsoj ye baya
    Ramjan ke mahine ki mashur dasta
    Mulke yaman me ladka tha ek aath saal ka
    Charcha tha sahar sahar me jiske jamal ka
    Roza khuda ke naam pe rakhne ka saukh tha
    Ramjan ka jo chand usko nazar aa gaya
    Kahne laga ye maa se ke roza rakhunga mai
    Mujhko jagana rat ko sahri karunga mai
    Bache ki baat na kiya maa ne kuch khyal
    Ladka jo subah utha to usko hua malal

    Samjhaya maa ne aye
    Mere dilbar na kar malal
    Roza nahi hai farz
    Abhi tujhe mere lal
    Masum dil pe thesh lagi
    Maa se yu kaha
    Ammi suno ye kahta hai
    Kuran me khuda
    Roze ki bukh pyas ka jo gham uthayega
    Us rozadar ko na jahanam jalayega
    Kuran ka nujum is maha me hua
    Tauba kabul karta hai is mah me khuda
    Alkisha rat aayi to wo jagta raha
    Kahna kisi ka kuch na suna roza rakh liya

    Sahri wo karke soya
    Aur so ke jab utha
    Bete ka matha chum kar
    Father ne ye kaha
    Roza na rakh sakega
    Tu zid apni chhod de
    De dungi apna roza tujhe
    Apna roza tod de
    Ladka ye bola khana mai
    Har giz na khaunga
    Apne khudaye pak ko
    Kya muh dikhaunga

    Do pahar dhalke hasar ka
    Jab waqt aa gaya
    Pani begair pyas se
    Sushkh ho gaya gala
    Sine me sans ruk gayi
    Chakkar sa aa gaya
    Kamsim tha na jamin tha
    Chakra ke gir pada
    Harkat jo dil ki band hui
    Aankh jhuk gayi
    Nazre idhar ruki to
    Udar sans ruk gayi
    Maa ne kaha pukar ke
    Masum chal diya

    Awtar ki khushi se
    Mahrum chal diya
    Maa bap lash dekhte the apne lal ki
    Maiyat padi thi samne ek aath saal ki
    Aakhir to roza kholne ka waqt aa gaya
    Dono ne bete ke gham me khaya na kuch piya
    Nagah dar pe sawali ne aake di sada
    Sahil ki sakal me tha farishta khada hua
    Aawaz di ke le lo fakiro ki tum dua
    Mai bhi hu rozadar do allah ke naam ka
    Jis dam suni fakir ki dono ne ye sada
    Avtar ko jo rakha tha sahil ko de diya
    Sahil ne bikh leke kaha majra hai kya
    Matam hai ghar me kaisa
    Ye mujhko bhi do baata
    Sahil ko apne sath fidar ghar me le gaya
    Hardang ke janaje ko la kar dikha diya
    Bache ki lash dekh ke sahil ne kuch pada
    Sine pe hath rakh ke ye murde ko di sada
    Aye nanhe rozadar tu ab roza khol de
    Gham gin maa khadi hai zara maa se bol le
    Jumbish labo pe hone lagi aankh khol di
    Bache ko jinda dekh kar mother lipat gayi
    Sahil ye kahke aankho se ruh tosh ho gaya
    Bejha hua mai aaya tha parwardigar ka
    Tha imtiha ka waqt musibaat ki ghadi
    Jo uspe jan dete hai marte nahi kabhi
    Marte nahi kabhi.

    Posted By : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Karta Hai Ek Ravi Dilsoj mp3 song, Karta Hai Ek Ravi Dilsoj lyrics, Karta Hai Ek Ravi Dilsoj Lyrics, Lyrics Karta Hai Ek Ravi Dilsoj, Karta Hai Ek Ravi Dilsoj hindi lyrics, Karta Hai Ek Ravi Dilsoj hindi movie songs, Karta Hai Ek Ravi Dilsoj bollywood songs, Karta Hai Ek Ravi Dilsoj bollywood songs lyrics Download Karta Hai Ek Ravi Dilsoj mp3 song