BollywoodTarane

    Download Karbala Ki Kahani song

    Geeta Ki Saugandh 1988

    Free Karbala Ki Kahani mp3 song

    We presents for now Karbala Ki Kahani mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Karbala Ki Kahani
    Artist : Mohammad Aziz
    Save As
    Karbala Ki Kahani Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Karbala Ki Kahani
    Song Lyrics Movie = Geeta Ki Saugandh
    Singers = Mohammed Aziz
    Song Lyricists = Mahendra Dehlvi
    Music Composer = Anwar - Usman)
    Director = Reetu Raj
    Music Label = T-Series
    Starring = Hemant Birje, Kader Khan, Sahira, Amarit Pal,
    Shakti Kapoor, Rajani Bala, Jamuna
    Release on = 1st June, 1988


    mp3 songs


    Suno momino, karbala ki kahani
    Bahtar mushafir, na dhana na paani

    Duniya husain ki hai jamana husain ka
    Duniya husain ki hai jamana husain ka
    Karbail me luth gaya hai garana husain ka
    Duniya husain ki hai jamana husain ka
    Duniya husain ki hai jamana husain ka

    Jangal me aa pade hai madine ko chod ke
    Kheme me rah gaya hai tikana husain ka
    Faili gali gali me sahdat ki roshani
    Gham aa gaya char jalana husain ka
    Khali rahi na mangne walo ki jholiya
    Sabke liye khula hai kajana husain ka
    Duniya husain ki hai jamana husain ka
    Duniya husain ki hai jamana husain ka

    Utara jo karbila me madine ka kafila
    Tarikh jo thi aur mohlaam ka chaand tha
    Lakho udhar the aur bahatar the is taraf
    Saithan ush taraf tha peer paighambar ish taraf
    Sahara ki tej dhoop thi pani bhi band tha
    Charo taraf the shor kayamat buland tha
    Muskil se laye shor se sahil ke samne
    Hakh aa gaya ladayi ka katil ke samne

    Akbar ka jism teero se chalni kiya gaya
    Unko unhi ke khoon ka tohfa diya gaya
    Khatim bahar aane se pahale ujadh gaye
    Dulha bane to mout ke hatho me padh gaye
    Bechari ek raat me bewa hui dulhan
    Shadi ki odni se banaya gaya kafan
    Kheme me bibiyo ka ajab haal jar tha
    Aanshu the sabki aanko me dil bekarar tha

    Pahara laga hua tha nadhi par idhar udhar
    Lekin pahuch gaye vaha abash naam har
    Masti ja bar ke nikle to dushman the samane
    Tanha the fir bhi haar na mani iman ne
    Charo taraf se kiya katilo ne vaar
    Sau teer aakar ho gaye chagar ke aar paar
    Paani taman futh ke raste me bah gaya
    Kumba husan husain ke
    Khun ka payasha hi rah gaya

    Cheh mah ka vo aswar maasum haye haye
    Paani na ho to kya kare majlum haye haye
    Bache ka haal dekh ke moula huye nidhal
    Sukhe the hoth pyash se murjaye the gal
    Ek teer aake maut ka saman ho gaya
    Bacha thadhap ke ghod me bejaan ho gaya
    Chulu me khun le ke hawa me udha diya
    Ibne aali ne sabar ka rasta dikha diya

    Kheme me sabko sabar dilaya husain ne
    Bimar ko gale se lagaya husain ne
    Sabse kaha husain ne ab rangane hum chale
    Talwar sir pe tuth ke dheere se sitham chale
    Muktal me aake aakri sajda adaa kiya
    Bachpan me jo kiya tha vo adda vafa kiya
    Daulat ke vaste, na to inaam ke liye
    Payase shahid ho gaye islaam ke liye
    Islaam ke liye
    Islaam ke liye.....


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Karbala Ki Kahani mp3 song, Karbala Ki Kahani lyrics, Karbala Ki Kahani Lyrics, Lyrics Karbala Ki Kahani, Karbala Ki Kahani hindi lyrics, Karbala Ki Kahani hindi movie songs, Karbala Ki Kahani bollywood songs, Karbala Ki Kahani bollywood songs lyrics Download Karbala Ki Kahani mp3 song