BollywoodTarane

    Download Kal hum jis se mile song

    Tumse Milke Wrong 2003

    Free Kal hum jis se mile mp3 song

    We presents for now Kal hum jis se mile mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Kal hum jis se mile
    Artist : Kumar Sanu
    Save As
    Kal hum jis se mile Song Lyrics
      Song Title : Kal Ham Jis Se Mile
     Movie/Album Name: WRONG NUMBER 2003
    Singer(s) : ANURADHA PAUDWAL, KUMAR SANU

    Lyrics
    Aa Aa Aa Aa

    Kal Ham Jis Se Mile The Usne Hi Dil Ko Churaayaa
    Dil Ki Dhadkanon Ne Aaj Ye Hamko Bataayaa
    Haan Kal Ham Jis Se Mile The Usne Hi Dil Ko Churaayaa
    Dil Ki Dhadkanon Ne Aaj Ye Hamko Bataayaa
    Haan Aaj Ye Hamko Bataayaa

    Aa Aa Aa

    Ho Kuchh To Deevaanaa Kiyaa Aapne Kuchh Aapki Saadgi Ne
    Ho Kaise Kahein Ham Ye Kyaa De Diyaa Hamko To Deevaangi Ne
    Na Jaane Kyun Aaj Kahtaa Hai Man Achchha Nahin Itnaa Deevaanaapan
    Achchha Nahin Itnaa Deevaanaapan
    Tumne To Ek Bebasi Ko Bas Yaar Hanske Chhupaayaa
    Dil Ki Dhadkanon Ne Aaj Ye Hamko Bataayaa
    Ho Kal Ham Jis Se Mile The Usne Hi Dil Ko Churaayaa
    Dil Ki Dhadkanon Ne Aaj Ye Hamko Bataayaa
    Haan Aaj Ye Hamko Bataayaa

    Dar Lag Rahaa Ab Nigaahon Se Bhi Dil Mein Chhupaa Lo Zaraa Tum
    Kuchh Bhi Samajh Mein Nahin Aa Rahaa Hamko Sanbhaalo Zaraa Tum
    Aise Na Sahmo Na Aise Daro Thodaa Yaqin Pyaar Pe To Karo
    Thodaa Yaqin Pyaar Pe To Karo
    O Ab Pyaar Ke Raaston Pe Phir Se Ye Dil Laut Aayaa
    Dil Ki Dhadkanon Ne Aaj Ye Hamko Bataayaa
    Kal Ham Jis Se Mile The Usne Hi Dil Ko Churaayaa
    Dil Ki Dhadkanon Ne Aaj Ye Hamko Bataayaa
    Aa

    Aa Aa Aa Aa
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Kal hum jis se mile mp3 song, Kal hum jis se mile lyrics, Kal hum jis se mile Lyrics, Lyrics Kal hum jis se mile, Kal hum jis se mile hindi lyrics, Kal hum jis se mile hindi movie songs, Kal hum jis se mile bollywood songs, Kal hum jis se mile bollywood songs lyrics Download Kal hum jis se mile mp3 song