BollywoodTarane

    Download Kahe Dag Mag Teri song

    Janam Janam 1988

    Free Kahe Dag Mag Teri mp3 song

    We presents for now Kahe Dag Mag Teri mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Kahe Dag Mag Teri
    Artist : Alka Yagnik
    Save As
    Kahe Dag Mag Teri Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Kahe Dag Mag Teri
    Movie/album = Janam Janam (1988)
    Singers = Alka Yagnik
    Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
    Music Director = Laxmikant, Pyarelal
    Director = Vijay Sadanah

    Mp3 Song Lyrics

    ((Kahe dag mag
    Teri chaali re sakhi
    Aaj hai ajab tera haal re sakhi
    Nadiya gayi thi ghagari uthaye,
    Dekha koi pat mein khada muskaye
    Aisi ghabrayi ke puchho mat
    Haye haye haye haye ha ha ha...

    O mera baala ulajh gaya baalo mein,
    Bindiya girke chimat gayi gaalo mein
    Re mera baala ulajh gaya baalo mein,
    Bindiya girke chimat gayi gaalo mein
    Gaalo mein mera baala re mera baala,
    Haye mera baala ulajh gaya baalo mein...

    Kisase milkar aayi hai koi harjaai
    Banti hai chal jhuthi dekh le chhuri tuti
    Kisase milkar aayi hai koi harjaai
    Banti hai chal jhuthi dekh le chhuri tuti
    Kya jaane sakhi tu kya jaane
    Duniya dil ki kaali main gori dilwali
    Ras bhi mere gaalo mein zahar bhi hai
    Rangin gulabi gaalo meingulabi pyalo mein
    Pal mein jaye to utare naa saalo mein
    Re mera baala ulajh gaya baalo mein,
    Bindiya girke chimat gayi gaalo mein
    Gaalo mein mera baala re mera baala,
    Haye mera baala ulajh gaya baalo mein...

    Kya hui ujali chunari, ho gayi maili chunari
    Lagaau dupatta, rang kaisa pakka
    Kya hui ujali chunari, ho gayi maili chunari
    Lagaau dupatta, rang kaisa pakka
    Rang laaye phir meri angdaai,
    Mera lehanga ghume saari basti jhume
    Jaise ki pichhle saalo mein dhum
    Machati thi nagariyawalo mein
    Nagariyawalo mein
    Shor wahi hai phir matwalo mein...

    Re mera baala ulajh gaya baalo mein,
    Bindiya girke chimat gayi gaalo mein
    Gaalo mein mera baala re
    Ulajh gaya baalo mein,
    Bindiya girke chimat gayi gaalo mein
    O mera baala re mera baala
    Ulajh gaya baalo mein...))

    Posted by : {Ritu Kesharwani}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Kahe Dag Mag Teri mp3 song, Kahe Dag Mag Teri lyrics, Kahe Dag Mag Teri Lyrics, Lyrics Kahe Dag Mag Teri, Kahe Dag Mag Teri hindi lyrics, Kahe Dag Mag Teri hindi movie songs, Kahe Dag Mag Teri bollywood songs, Kahe Dag Mag Teri bollywood songs lyrics Download Kahe Dag Mag Teri mp3 song