BollywoodTarane

    Download Kabul Ki Mai Naar song

    Krorepati 1936

    Free Kabul Ki Mai Naar mp3 song

    We presents for now Kabul Ki Mai Naar mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Kabul Ki Mai Naar
    Artist : Geeta Dutt
    Save As
    Kabul Ki Mai Naar Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Kabul Ki Mai Naar
    Song Lyrics Movie = Krorepati (1936)
    Singers = Geeta Dutt, Kishore Kumar
    Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
    Music Composer = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
    Director = Mohan Segal
    Music Label = Saregama
    Starring = Kishore Kumar, Shashikala, Kum Kum, Alhad Radha Krishnan


    mp3 songs


    Kaabul ki main naar,
    Meri aankhe rasili kataar
    Kaabul ki main naar,
    Meri aankhe rasili kataar
    Zara aankh se aankh mila le
    Piya mausam mazedaar
    Zara aankh se aankh mila le
    Wallah ho wallah ho wallah
    Mausam mazedaar
    He he he he hi
    Husn ki tu gulanar
    Yahaan aashiq tere hazaar
    Husn ki tu gulanar
    Yahaan aashiq tere hazaar
    Par aayaa hai badi dur se
    Ye pyaar ka bimaar
    Wai aayaa hai badi dur se
    Ya khush ho ya khush ho ya khush
    Pyaar ka bimaar

    Hai hai
    Hai hai hai hai he hi hi

    Pila de nigaaho ke jaam,
    Aur le le ye dil ka badaam
    In hotho pe subah shaam,
    Rahata hai tera hi naam
    Pila de nigaaho ke jaam,
    Aur le le ye dil ka badaam
    In hotho pe subah shaam,
    Rahata hai tera hi naam
    Kahati hai mast bahaar,
    Meri ulajhi lat ko sanwaar
    Kahati hai mast bahaar,
    Meri ulajhi lat ko sanwaar

    Mohe pyaar ke rag mein
    Rag de piyaa mausam mazedaar
    Mohe pyaar ke rag me rag wallah
    Hai ho vallaah hai
    Ho vallaah mausam mazedaar
    Hai hai hai husn ki tu gulanaar
    Yahaan aashiq tere hazaar
    Par aayaa hai badi dur se
    Ye pyaar ka bimaar
    Wai aayaa hai badi dur se
    Ya khush ho ya khush ho ya khush
    Pyaar ka bimaar

    Bhure ragile nawab
    Mera hai kaisa shabab
    Are kahata hai dil ka rabab
    Duniya badi hai kharab
    Bhure ragile nawab
    Mera hai kaisa shabab
    Are kahata hai dil ka rabaab
    Duniya badi hai kharab
    Rup ke lobhi hazaar
    Wallaah kaise karun aitabaar
    Roop ke lobhi hazaar
    Hai hai hai
    Wallaah kaise
    Hai hai hai
    Karun aitabaar
    Hai hai hai
    Mujhe apane dil mein
    Chhupa hai

    Le piya mausam hai mazedaar
    Mujhe apane dil mein chhupa le
    Wallaah o wallah o wallah
    Mausam mazedaar
    Husn ki tu gulanar yahaan
    Aashiq tere hazaar
    Husn ki tu gulanar yahaan
    Aashiq tere hazaar
    Par aayaa hai badi dur se
    Ye pyaar kaa bimaar
    Wai aayaa hai badi dur se
    Ya khush ho ya khush ho
    Ya khush pyaar ka bimaar.....


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Kabul Ki Mai Naar mp3 song, Kabul Ki Mai Naar lyrics, Kabul Ki Mai Naar Lyrics, Lyrics Kabul Ki Mai Naar, Kabul Ki Mai Naar hindi lyrics, Kabul Ki Mai Naar hindi movie songs, Kabul Ki Mai Naar bollywood songs, Kabul Ki Mai Naar bollywood songs lyrics Download Kabul Ki Mai Naar mp3 song