BollywoodTarane

    Download Kabhi bekasi ne mara song

    Alag Alag 1985

    Free Kabhi bekasi ne mara mp3 song

    We presents for now Kabhi bekasi ne mara mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Kabhi bekasi ne mara
    Artist : Kishor Kumar
    Save As
    Kabhi bekasi ne mara Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Kabhi bekasi ne mara
    Song Lyrics Movie : Alag Alag 1985
    Singers : Kishore Kumar
    Song Lyricists : Anand Bakshi
    Music Composer : Rahul Dev Burman
    Director : Shakti Samanta
    Music Label : T-Series


    mp3 songs


    Haai ho, oh ho ho, oh oh ho ho ho
    Yeh gazal hai na geet hai koi
    Yeh mere dard ki kahaani hai
    Mere seene mein sirf, ho
    Mere seene mein sirf shole hai
    Meri aankhon mein sirf paani hai
    Kabhi bekasi ne maara
    Kabhi bekasi ne maara
    Oh, kabhi bebasi ne maara
    Kabhi bekasi ne maara
    Oh, kabhi bebasi ne maara
    Gila maut se nahin hai
    Gila maut se nahin hai
    Mujhe zindagi ne maara
    Kabhi bekasi ne maara
    Oh, kabhi bebasi ne maara

    Muqaddar pe kuch zor chalta nahin
    Voh mausam hai yeh jo badalta nahin
    Muqaddar pe kuch zor chalta nahin
    Voh mausam hai yeh jo badalta nahin
    Kahin thi yeh badnaseebi
    Oh, kahin thi meri gareebi
    Kahin thi meri gareebi
    Kis kis ka naam loon main
    Oh, kis kis ka naam loon main
    Mujhe har kisi ne maara
    Gila maut se nahin hai
    Gila maut se nahin hai
    Mujhe zindagi ne maara
    Kabhi bekasi ne maara
    Oh, kabhi bebasi ne maara

    Bemurawwat bewafa duniya hai yeh
    Hai yehi duniya to kya duniya hai yeh
    Bemurawwat bewafa duniya hai yeh
    Hai yehi duniya to kya duniya hai yeh
    Na kami thi doston ki
    Na kami thi dushmanon ki
    Oh, na kami thi dushmanon ki
    Kahin dushmani ne loota
    Kahin dushmani ne loota
    Kahin dosti ne maara
    Gila maut se nahin hai
    Gila maut se nahin hai
    Mujhe zindagi ne maara
    Kabhi bekasi ne maara
    Kabhi bebasi ne maara

    Ujaalon se veshat mujhe ho gayi hai
    Andheron ki aadat mujhe ho gayi hai
    Ujaalon se veshat mujhe ho gayi hai
    Andheron ki aadat mujhe ho gayi hai
    Raha jab talak andhera
    Oh, kata khoob waqt mera
    Oh, kata khoob waqt mera
    Mujhe chaandni ne loota
    Oh, mujhe chaandni ne loota
    Mujhe roshni ne maara
    Gila maut se nahin hai
    Gila maut se nahin hai
    Mujhe zindagi ne maara
    Kabhi bekasi ne maara
    Kabhi bebasi ne maara
    Kabhi bekasi ne maara
    Oh, kabhi bebasi ne maara..


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Kabhi bekasi ne mara mp3 song, Kabhi bekasi ne mara lyrics, Kabhi bekasi ne mara Lyrics, Lyrics Kabhi bekasi ne mara, Kabhi bekasi ne mara hindi lyrics, Kabhi bekasi ne mara hindi movie songs, Kabhi bekasi ne mara bollywood songs, Kabhi bekasi ne mara bollywood songs lyrics Download Kabhi bekasi ne mara mp3 song