BollywoodTarane

    Download Kabhi Kabhi Mere I song

    Kabhi Kabhie 1976

    Free Kabhi Kabhi Mere I mp3 song

    We presents for now Kabhi Kabhi Mere I mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Kabhi Kabhi Mere I
    Artist : Mukesh
    Save As
    Kabhi Kabhi Mere I Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Kabhi Kabhi Mere Dil Mein - Part I
    Song Lyrics Movie = Kabhi Kabhie 1976
    Singer = Mukesh
    Music By = Khayyam
    Lyricist = Sahir Ludhianvi


    mp3 songs


    kabhi kabhi mere dil me, khayal aata hai
    kabhi kabhi mere dil me, khayal aata hai 
    ke jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
    ke jaise tujhko banaya gaya hai mere liye 
    tu ab se pahle sitaro me bas rahi thi kahi
    tu ab se pahle sitaro me bas rahi thi kahi
    tujhe zami pe bulaya gaya hai mere liye
    tujhe zami pe bulaya gaya hai mere liye

    kabhi kabhi mere dil me, khayal aata hai
    ke ye badan ye nigahe meri amanat hai
    ke ye badan ye nigahe meri amanat hai
    ye gesuo ki ghani chhao hai meri khatir
    ye hoth aur ye bahe meri amanat hai
    ye hoth aur ye bahe meri amanat hai

    kabhi kabhi mere dil me, khayal aata hai
    ke jaise bajati hai shahnaiya si raho me
    ke jaise bajati hai shahnaiya si raho me
    suhag rat hai ghunghat utha raha hu mai
    suhag rat hai ghunghat utha raha hu mai
    simat rahi hai tu sharama ke apni baho me
    simat rahi hai tu sharama ke apni baho me

    kabhi kabhi mere dil me, khayal aata hai
    ke jaise tu mujhe chahegi umar bhar yu hi
    uthegi meri taraf pyar ki nazar yu hi
    mai janata hu ke tu gair hai magar yuhi
    mai janata hu ke tu gair hai magar yuhi
    kabhi kabhi mere dil me, khayal aata hai
    kabhi kabhi mere dil me, khayal aata hai...


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Kabhi Kabhi Mere I mp3 song, Kabhi Kabhi Mere I lyrics, Kabhi Kabhi Mere I Lyrics, Lyrics Kabhi Kabhi Mere I, Kabhi Kabhi Mere I hindi lyrics, Kabhi Kabhi Mere I hindi movie songs, Kabhi Kabhi Mere I bollywood songs, Kabhi Kabhi Mere I bollywood songs lyrics Download Kabhi Kabhi Mere I mp3 song