BollywoodTarane

    Download Kabhi Dar Se Diwaro Se song

    Hasrat 1990

    Free Kabhi Dar Se Diwaro Se mp3 song

    We presents for now Kabhi Dar Se Diwaro Se mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Kabhi Dar Se Diwaro Se
    Artist : Pankaj Udas
    Save As
    Kabhi Dar Se Diwaro Se Song Lyrics
    Song Lyrics : Kabhee Dar Se Diwaro Se
    Song Lyrics Movie or Album: Hasrat 1990 (Album)
    Singer(s): Pankaj Udhas

    Lyrics

    (kabhee dar se diwaro se, kabhee ghar kee dararo se
    kabhee resham baharo se, kabhee rimjhim najaro se
    mere kamre me chupke se kiran suraj kee aayegee, tumharee yad layegee
    mujhe har pal satayegee har pal satayegee) - (2)

    tujhse kehta hain meraa dil aake mujhse too jara mil
    tere bin sune hain sagar tere bin suna hain sahil
    sath gujre the jo pal kal, yad aate hain wohi pal
    too agar nahee aaya toh, jan meree jayegee
    kabhee dar se diwaro se, kabhee ghar kee dararo se
    kabhee resham baharo se, kabhee rimjhim najaro se
    mere kamre me chupkese kiran suraj kee aayegee, tumharee yad layegee
    mujhe har pal satayegee har pal satayegee

    tanha tanha yeh safar hain, dhundti tujhko najar hain
    meree aawaje too sun le, mere sapne phir se bun le
    tere bin yeh dil kaha hain, mere dil kaa too jaha hain
    tere bin meree jindagee abb toh, jee nahee payegi
    kabhee dar se diwaro se, kabhee ghar kee dararo se
    kabhee resham baharo se, kabhee rimjhim najaro se
    mere kamre me chupkese kiran suraj kee aayegee, tumharee yad layegee
    mujhe har pal satayegee har pal satayegee
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Kabhi Dar Se Diwaro Se mp3 song, Kabhi Dar Se Diwaro Se lyrics, Kabhi Dar Se Diwaro Se Lyrics, Lyrics Kabhi Dar Se Diwaro Se, Kabhi Dar Se Diwaro Se hindi lyrics, Kabhi Dar Se Diwaro Se hindi movie songs, Kabhi Dar Se Diwaro Se bollywood songs, Kabhi Dar Se Diwaro Se bollywood songs lyrics Download Kabhi Dar Se Diwaro Se mp3 song