BollywoodTarane

    Download Kabhi Ajnabi The song

    Kabhi Ajnabi The 1985

    Free Kabhi Ajnabi The mp3 song

    We presents for now Kabhi Ajnabi The mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Kabhi Ajnabi The
    Artist : Lata Mangeshkar
    Save As
    Kabhi Ajnabi The Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Kabhi Ajnabi The
    Song Lyrics Movie : Kabhi Ajnabi The 1985
    Film cast : Seema Deo, Poonam Dhillon, Iftekhar, Ramesh Deo, Debashree Roy, Ram Sethi
    Singer : Lata Mangeshkar, Ashok Kalra, Annette Pinto, Suresh Wadkar
    Lyricist : Dev Kohli
    Music Director : Vijay Singh
    Film Director : Vijay Singh
    Film Producer : Vijay Singh

    mp3 songs

    kabhi ajnabi the zami aasma ye
    tera hath thama jo huye meharba ye
    kabhi ajnabi the zami aasma ye
    tera hath thama jo huye meharba ye
    kabhi ajnabi the

    barsat ye pyar ki na rukegi
    ab to ghata aur niche jhukegi
    barsat ye pyar ki na rukegi
    ab to ghata aur niche jhukegi
    barso ki pyasi ye dil ki zami hai
    chal bhig jaye jannat yahi hai
    kabhi ajnabi the zami aasma ye
    tera hath thama jo huye meharba ye
    kabhi ajnabi the

    takdir ke faisle kaise kaise
    shuru ho gaye silsile kaise kaise
    takdir ke faisle kaise kaise
    shuru ho gaye silsile kaise kaise
    aayi bahare aane se tere
    khile gul hajaro gulshan me mere
    kabhi ajnabi the zami aasma ye
    tera hath thama jo huye meharba ye
    kabhi ajnabi the

    sajan mere hath thame hi chalna
    rasta naya har kadam pe sambhalna
    sajan mere hath thame hi chalna
    rasta naya har kadam pe sambhalna
    thokar lage to bhi kuch gam nahi hai
    sarth jo mere tu humnashi hai
    kabhi ajnabi the zami aasma ye
    tera hath thama jo huye meharba ye
    kabhi ajnabi the zami aasma ye
    tera hath thama jo huye meharba ye

    Posted by : {Anju}

    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Kabhi Ajnabi The mp3 song, Kabhi Ajnabi The lyrics, Kabhi Ajnabi The Lyrics, Lyrics Kabhi Ajnabi The, Kabhi Ajnabi The hindi lyrics, Kabhi Ajnabi The hindi movie songs, Kabhi Ajnabi The bollywood songs, Kabhi Ajnabi The bollywood songs lyrics Download Kabhi Ajnabi The mp3 song