BollywoodTarane

    Download Kab Tak Yaad Karu song

    Bewafaai 2005

    Free Kab Tak Yaad Karu mp3 song

    We presents for now Kab Tak Yaad Karu mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Kab Tak Yaad Karu
    Artist : Agam Nigam
    Save As
    Kab Tak Yaad Karu Song Lyrics
    Song Lyrics : Kab Tak Yaad Karu Main Usko
    Song Lyrics Movie or Album: Bewafaai 2005
    Singer(s): Agam Kumar Nigam

    Lyrics

    Kab Tak Yaad Karu Main Usko Kab Tak Ashq Bahaaun
    kab Tak Yaad Karu Main Usko Kab Tak Ashq Bahaaun
    yaaron Rab Se Duaan Karo Main Usko Bhul Jaaun
    yaaron Rab Se Duaan Karo Main Usko Bhul Jaaun
    kab Tak Yaad Karu Main Usko Kab Tak Ashq Bahaaun
    yaaron Rab Se Duaan Karo Main Usko Bhul Jaaun
    main Usko Bhul Jaaun
    main Usko Bhul Jaaun
    main Usko Bhul Jaaun
    main Usko Bhul Jaaun

    aaj Bhi Uska Chehra Meri Aankhon Mein Rehta Hai
    uski Chahat Ka Ek Dariyaan Iss Dil Mein Behta Hai
    qatra Qatra Khoon Badan Ka Uski Yaad Nichode
    saari Duniya Choote Uski Yaad Na Pichha Chhode
    aankhen Band Karu Toh Usko Apane Paas Main Paaun
    aankhen Band Karu Toh Usko Apane Paas Main Paaun
    yaaron Rab Se Duaan Karo Main Usko Bhul Jaaun
    main Usko Bhul Jaaun
    main Usko Bhul Jaaun
    main Usko Bhul Jaaun
    main Usko Bhul Jaaun

    maine Ishq Kiya Tha Uski Sazaa Bhi Maine Paayi
    uth Naa Paaunga Jeevan Bhar Aaisi Thokar Khaayi
    sab Kuchh Karna Iss Duniya Mein Dil Na Yaar Lagana
    mere Jaisa Ishq Bhi Tumko Kar Dega Deewana
    dil Jalta Hai Kaise Tumko Dil Ke Daag Dikhaaun
    dil Jalta Hai Kaise Tumko Dil Ke Daag Dikhaaun
    yaaron Rab Se Duaan Karo Main Usko Bhul Jaaun
    kab Tak Yaad Karu Main Usko Kab Tak Ashq Bahaaun
    kab Tak Yaad Karu Main Usko Kab Tak Ashq Bahaaun
    yaaron Rab Se Duaan Karo Main Usko Bhul Jaaun
    yaaron Rab Se Duaan Karo Main Usko Bhul Jaaun
    main Usko Bhul Jaaun
    main Usko Bhul Jaaun
    main Usko Bhul Jaaun
    main Usko Bhul Jaaun
    main Usko Bhul Jaaun
    main Usko Bhul Jaaun
    main Usko Bhul Jaaun
    main Usko Bhul Jaaun
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Kab Tak Yaad Karu mp3 song, Kab Tak Yaad Karu lyrics, Kab Tak Yaad Karu Lyrics, Lyrics Kab Tak Yaad Karu, Kab Tak Yaad Karu hindi lyrics, Kab Tak Yaad Karu hindi movie songs, Kab Tak Yaad Karu bollywood songs, Kab Tak Yaad Karu bollywood songs lyrics Download Kab Tak Yaad Karu mp3 song