BollywoodTarane

    Download Jo Peete Nahin Sharab song

    Chand Ka Tukdaa 1994

    Free Jo Peete Nahin Sharab mp3 song

    We presents for now Jo Peete Nahin Sharab mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Jo Peete Nahin Sharab
    Artist : Asha Bhosle
    Save As
    Jo Peete Nahin Sharab Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Jo Peete Nahin Sharab
    Song Lyrics Movie = Chand Ka Tukdaa
    Singers = Asha Bhosle, Jolly Mukherjee
    Song Lyricists = Saawan Kumar Tak
    Music Composer = Kishore Sharma, Mahesh Sharma
    Music Director = Kishore Sharma, Mahesh Sharma
    Director = Saawan Kumar Tak
    Music Label = Weston Music
    Starring = Salman Khan, Sridevi, Shatrughan Sinha, Anupam Kher
    Release on = 19th August, 1994

    mp3 songs


    Jo peete nahi sharab
    Wo log hai kharab
    Jo peete nahi sharab
    Wo log hai kharab
    Jo peete nahi sharab
    Wo log hai kharab
    Bekar ki bate karte hai,
    Takrar ki bate karte hai
    Jo peete nahi sharab
    Jo peete nahi sharab
    Kya bat hai janab
    Jo peete nahi sharab
    Kya bat hai janab
    Wo yaar ki bate karte hai
    Wo pyar ki bate karte hai
    Jo peete nahi sharab
    Wo log hai kharab

    Papa pina nahi sharab
    Ye chij hai kharab
    Papa pina nahi sharab
    Ye chij hai kharab
    Kya achha hai kya kharab,
    Har ghadi na karo hisab
    Kya achha hai kya kharab,
    Har ghadi na karo hisab
    Ikarar ki bate karte hai
    Ye pyar ki bate karte hai
    Jo peete nahi sharab
    Kya bat hai janab
    Wo yaar ki bate karte hai
    Wo pyar ki bate karte hai
    Jo peete nahi sharab
    Wo log hai kharab

    Hey lijiye sharbat pijiye, pijiye
    Sharbat pijiye, pijiye na khub
    Khub moz aayega, bis ki deta hu
    Hey pijiye sharbat pijiye
    Pijiye sharbat pijiye
    Aji mere hatho se pijiye
    Aji mere hotho se pijiye
    Bhujhe na isse pyas agar
    To mere labo se pijiye
    Ho bhalu ofer aaj se
    Inkar nahi karte hai
    Jo peete nahi sharab
    Wo log hai kharab
    Bekar ki bate karte hai,
    Takrar ki bate karte hai
    Jo peete nahi sharab
    Wo log hai kharab

    Is jam me mera shabab hai
    Ye pyar me dubi sharab hai
    Is jam me mera shabab hai
    Ye pyar me dubi sharab hai
    Isko pine ke liye
    Sabke sab betab hai,
    Takarar ki bate chhodo
    Aao pyar ki bate karte hai
    To aao piye sharab,
    Ye lijiye janab
    To aao piye sharab,
    Ye lijiye janab
    Hum yaar ki bate karte hai
    Hum pyar ki bate karte hai
    Jo peete nahi sharab
    Wo log hai kharab
    To aao piye sharab
    Ye lijiye janab
    To aao piye sharab
    Ye lijiye janab
    To aao piye sharab
    Ye lijiye janab
    To aao piye sharab
    Ye lijiye janab
    To aao piye sharab
    Ye lijiye janab
    To aao piye sharab
    Ye lijiye janab.


    Posted by : Priyanka Shukla
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Jo Peete Nahin Sharab mp3 song, Jo Peete Nahin Sharab lyrics, Jo Peete Nahin Sharab Lyrics, Lyrics Jo Peete Nahin Sharab, Jo Peete Nahin Sharab hindi lyrics, Jo Peete Nahin Sharab hindi movie songs, Jo Peete Nahin Sharab bollywood songs, Jo Peete Nahin Sharab bollywood songs lyrics Download Jo Peete Nahin Sharab mp3 song