BollywoodTarane

    Download Jo Chham Se Nikal Gayi song

    Inam Dus Hazaar 1987

    Free Jo Chham Se Nikal Gayi mp3 song

    We presents for now Jo Chham Se Nikal Gayi mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Jo Chham Se Nikal Gayi
    Artist : Asha Bhosle
    Save As
    Jo Chham Se Nikal Gayi Song Lyrics
    Song Lyrics Title = Jo Chham Se Nikal Gayi
    Song Lyrics Movie = Inam Dus Hazaar (1987)
    Singers = Asha Bhosle
    Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
    Music Composer = Rahul Dev Burman
    Director = Jyotin Goel
    Music Label = T-Series
    Starring = Sanjay Dutt, Meenakshi Seshadri, Amrish Puri, Gulshan Grover
    Release on = 9th June, 1987


    mp3 songs


    Jo chham se nikal gayi raat
    Jo chham se nikal gayi raat, nahi phir aanewaali
    Ik raat ki saari baat kahe samjhaanewaali
    Jo chham se nikal gayi raat, nahi phir aanewaali
    Ik raat ki saari baat kahe samjhaanewaali
    Yeh gayi toh gayi phir nahi aanewaali
    Jo chham se nikal gayi raat, nahi phir aanewaali
    Ik raat ki saari baat kahe samjhaanewaali

    Haan aaj toh baaji hogi lagaani
    Haan aaj toh baaji hogi lagaani, kehati hoon main yeh pukaar
    Daam toh hoga tujhako lagaana daulat ho chaahe pyaar
    Aa idhar tujhase yeh yeh najar hai sawaali
    Jo chham se nikal gayi raat
    Jo chham se nikal gayi raat, nahi phir aanewaali
    Ik raat ki saari baat kahe samjhaanewaali

    Ho kaun hai asali kaun hai nakali
    Ho kaun hai asali kaun hai nakali,  teri najar jaane
    Shakl kisiki chhup na sakegi dil se jo pehchaane
    Laakh parde mein bhi hai najar aanewaali
    Jo chham se nikal gayi raat
    Jo chham se nikal gayi raat, nahi phir aanewaali
    Ik raat ki saari baat kahe samjhaanewaali

    Ho jaan liya toh phir yeh kadam kyun

    Ho jaan liya toh phir yeh kadam kyun, kis liye roka hai
    Jo bhi karana kar le meri jaan aakhir mauka hai
    Jaanemann yeh ghadi pal mein hai jaanewaali
    Jo chham se nikal gayi raat
    Jo chham se nikal gayi raat, nahi phir aanewaali
    Ik raat ki saari baat kahe samjhaanewaali
    Yeh gayi toh gayi phir nahi aanewaali
    Jo chham se nikal gayi raat nahi phir aanewaali
    Nahi phir aanewaali, nahi phir aanewaali..


    Posted by : {Anamika Tyagi}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Jo Chham Se Nikal Gayi mp3 song, Jo Chham Se Nikal Gayi lyrics, Jo Chham Se Nikal Gayi Lyrics, Lyrics Jo Chham Se Nikal Gayi, Jo Chham Se Nikal Gayi hindi lyrics, Jo Chham Se Nikal Gayi hindi movie songs, Jo Chham Se Nikal Gayi bollywood songs, Jo Chham Se Nikal Gayi bollywood songs lyrics Download Jo Chham Se Nikal Gayi mp3 song