BollywoodTarane

    Download Jhak maar ke song

    Desi Boyz 2011

    Free Jhak maar ke mp3 song

    We presents for now Jhak maar ke mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Jhak maar ke
    Artist : New Song
    Save As
    Jhak maar ke Song Lyrics
    Song lyrics title: Jhak maar ke (desi boyz-2011)
    Song lyrics movie: Desi boyz-2011
    singer: Neeraj Shridhar, Harshdeep Kaur


    mp3 songs lyrics


    Ab na tu, rakhna tu
    Mere dil ka yeh chota mota haq maar ke
    Galti se, galti ki
    Kabhi pichhe pichhe aaya tere jhak maar ke

    Ab na tu, rakhna tu
    Mere dil ka yeh chota mota haq maar ke
    Galti se, galti ki
    Kabhi pichhe pichhe aaya tere jhak maar ke

    Tujhpe na aitbar mujhe
    Fika lage tera pyaar mujhe
    Main na banaoon dildaar tujhe
    Saare sapne te jhoote ab tak pyaar ke

    Dil jaane, rab jaane
    Na khabar pe main tere ab dil haar ke
    Galti se, galti ki
    Kabhi pichhe pichhe aaya tere jhak maar ke

    Jab jab yaara dhoondo tuhjko
    Paa loon main khud ko hi, tu hi hai mera pata
    Duniya bhar ki kasme kha kar
    Karke vaade kehta hoon, aagey se na hogi khata

    Ho tujhse ab na mohabbat hai
    Teri na mujhko zaroorat hai
    Meri toh aisi surat hai
    Lakh jaayenge yahan ab dil haar ke

    Laakhon mein ek main hu
    Koi aaye na aagey ab iss yaar ke
    Galati se, galati ki
    Kabhi pichhe pichhe aaya tere jhak maar ke

    (jhak maar ke, jhak maar ke)

    Teri ankhon mein doobi main
    Dekhun apni akhon ko o beeti yun hi saari umar
    Teri baahon mein lipti main
    Meri baahon mein tu ho o duniya ki ho na khabar

    Ho na zaroorat baaton ki
    Mile lakire haathon ki
    Saalon se umar ho raaton ki
    Aise bhi dekhe dono pal pyaar ke

    Kal aise, pal aise
    Aani teri meri chaahton ko ikraar ke
    Galti se, galti ki
    Kabhi pichhe pichhe aaya tere jhak maar ke

    Ho tujhpe na aitbar mujhe
    Fika lagey tera pyaar mujhe
    Main na banaoon dildaar tujhe
    Saare sapne te jhoote ab tak pyaar ke

    Dil jaane, ho rab jaane
    Na khabar pe main tere ab dil haar ke
    Galti se, galti ki
    Kabhi pichhe pichhe aaya tere jhak maar ke

    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Jhak maar ke mp3 song, Jhak maar ke lyrics, Jhak maar ke Lyrics, Lyrics Jhak maar ke, Jhak maar ke hindi lyrics, Jhak maar ke hindi movie songs, Jhak maar ke bollywood songs, Jhak maar ke bollywood songs lyrics Download Jhak maar ke mp3 song