BollywoodTarane

    Download Jawan hai mohabbat song

    Anmol Ghadi 1946

    Free Jawan hai mohabbat mp3 song

    We presents for now Jawan hai mohabbat mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.

    derben-clove-bags
    Songs Download Play & Listen
    Featured: Derben Clove
    Sponsored store link
    Save As
    Jawan hai mohabbat
    Artist : NoorJahan
    Save As
    Jawan hai mohabbat Song Lyrics
    Song Lyrics Title : Jawan hai mohabbat
    Song Lyrics Movie : Anmol Ghadi 1946
    Singers : Noor Jehan
    Song Lyricists : Tanvir Naqvi
    Music Composer : Naushad Ali
    Music Director : Naushad Ali
    Director : Mehboob Khan
    Starring : Surendra, Suraiya, Noor Jehan, Zahur Raja, Leela Mishra

    mp3 songs

    Jawaan hai muhabbat
    Haseen hai zamaanaa
    Lutaayaa hai dil ne khushi
    Kaa khazaanaa
    Jawaan hai mohabbat
    Haseen hai zamaanaa
    Lutaayaa hai dil ne khushi
    Kaa khazaanaa

    Muhabbat karen khush
    Rahen muskuraayen
    Khush rahen muskuraayen
    Muhabbat karen khush
    Rahen muskuraayen
    Khush rahen muskuraayen
    Na soche hamen kyaa
    Kahegaa zamaanaa
    Kyaa kahegaa zamaanaa
    Jawaan hai mohabbat
    Haseen hai zamaanaa
    Lutaayaa hai dil ne khushi
    Kaa khazaanaa

    Abhi tak mujhe yaad hai wo
    Kahaani
    Yaad hai wo kahaani
    Abhi tak mujhe yaad hai wo
    Kahaani
    Yaad hai wo kahaani
    Na bhoolegaa bachpan ka
    Rangeen zamaanaa
    Haan rangeen zamaanaa
    Jawaan hai mohabbat
    Haseen hai zamaanaa
    Lutaayaa hai dil ne khushi
    Kaa khazaanaa

    Yahaan aankhon aankhon
    Mein baaten huyi hain
    Yahaan aankhon aankhon
    Mein baaten huyi hain
    Kisine na dekhaa kisine na
    Jaanaa
    Haan kisine na jaanaa
    Jawaan hai mohabbat
    Haseen hai zamaanaa
    Lutaayaa hai dil ne khushi
    Kaa khazaanaa

    Tum aaye ke bachapan
    Meraa laut aayaa
    Laut aayaa
    Tum aaye ke bachapan
    Meraa laut aayaa
    Laut aayaa
    Milaa hai mujhe zindagi ka
    Bahaanaa
    Zindagi ka bahaanaa
    Jawaan hai mohabbat,
    Haseen hai zamaanaa
    Lutaayaa hai dil ne khushi
    Kaa khazaanaa

    Posted by : {Anju}
    derben-clove-plain-tshirt

    derben-clove-bags

    derben-clove-bags

    Recent Tags : Download Jawan hai mohabbat mp3 song, Jawan hai mohabbat lyrics, Jawan hai mohabbat Lyrics, Lyrics Jawan hai mohabbat, Jawan hai mohabbat hindi lyrics, Jawan hai mohabbat hindi movie songs, Jawan hai mohabbat bollywood songs, Jawan hai mohabbat bollywood songs lyrics Download Jawan hai mohabbat mp3 song